Rasoolallah saw ne farmaya:
Jo Shaks apne maal ki ____ Ada nahi karta Qayamat ke Din uske maal ko uske samne ganje sanp ki surat mein laya jayega jiski aankhon par 2 siyah nuqte hunge wo use chimat jayega ya uske gale ka tauq ban jayega aur kahega mai tera khazana hoon mai tera khazana hoon