Font size
Worksheetskaaki (hindi)
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
shyamu ka saathi kaun tha?
Bhola
kaki
ram
kaka
'कुहराम' ka kya matlab hai ?
rona(रोना)
kalpana(कलपना)
uske bad(उसके बाद)
parda(पर्दा)
patang aur dor kitne ki thi ?
1 rupya
25 rupye
25 paise
100 paise
'आवरण' ka kya matlab hai ?
parda(पर्दा)
aaj(आज)
kapde(कपडे)
yaha is kahani mein nahi diya gaya hai
jab kaka ko pata chala ki shyamu ne unka 1 rupya churaya tha, tab kaka ne shyamu ke saath kaisa vyahvaar kiya?
kaka ne shyamu ko mara
kaka ne shyamu ko 25 paise diye
kaka ne shyamu ko kuch nahi kaha aur baccha samajh kar chod diya
kaka ne shyamu ko 100 rupye diye
shyamu ko patang banane ke liye kitne rupay ki jarurat padi?
(saare chizon ki keemat jod kar likhen)
1 rupya
50 paise
25 paise
1 rupya aur 25 paise
"उस दिन बड़े सवेरे श्यामू की नींद खुली तो उसने देखा की घर भर में कुहराम मचा हुआ है "
in panktiyon ke hisab se iske bad kya hua tha?
shyamu ke kaka mar gaye the
shyamu ka dost ghar par aaya tha
shyamu ki kaki mar gayi thi
shyamu ne laddu khaya
'अनंतर' ka kya matlab hai?
antar(अंतर)
ped(पेड़)
uske bad(उसके बाद)
mujhe matlab nahi pata
'समवयस्क' ka kya matlab hai?
jiska man kahin aur laga hua ho
(जिसका मन कहीं और लगा हुआ हो)
parda(पर्दा)
uska bad(उसके निचे)
rona(रोना)
kalpana(कलपना)
aapko is kahani se kya samajh mein aata hai?
(आपको इस कहानी से क्या समझ में आता है?)
