WorksheetsKaun Banega Deen Ka Sitara Quiziz Test
Total questions: 16
Worksheet time: 5mins
Isha ki namaz ke baad jo namaz adaa ki jati hai wo kya kehlati hai?
Salatul Istisqa
Salatul Khusoof
Salatul witr
Inmay say koi nahi
Qura'an may kitnay surat hai?
112
100
114
116
Kaunsa Surah jismay Bismillah do bar pada jata hai?
An-Naml
An-Nahl
Al-Anfal
Maryam
Yusuf Alaehissalam kay kitnay bhai thay?
11
12
10
13
Ummuhatel Momineen may say "Umm almasakeen" kiska laqab hai?
Ayesha
Zainab
Hafsah
Safiya
Subsay pehlay azaan kis sahabi nay di?
Abdullah Bin Abbas
Bilal
Anas bin Malik
Saad Bin Waqqas
Shehray Madinah ka pehla naam kya tha?
Taiba
Yathrib
Basrah
Aladhrah
Musa Alaehissalam nay kis pahad par Allah say kalam kiya tha?
Jabale Arfah
Jabale Sinai
Jabale Judi
Jabale Saffa
Farishthoun par emaan rakhna kis Arkaan may say hai?
Islam
Deen
Iman
Ahsaan
Inmay say kaunsay sahabi - Ashra Mubasshira may say hai?
Bilal
Anas bin Malik
Khalid Bin Walid
Osman Bin Affan
Kitnay arsay may Quraan Nabi kareem par nazil huyi?
10 Saal
15 Saal
23 Saal
18 Saal
Qura'an may kaunsi surat may nabi kareem ka naam Ahmad zikr huwa?
Al-Baqarah
As-Saf
Ar-rahman
Nisa
Allah kay Nabi ki paidaish kahan huwi thi
Madinah
Makkah
Taif
Khaibar
Sab say zyada ahadees kin sahabi nay Riwayat ki hai?
Abu Huraira
Anas bin Malik
Abdullah Bin Umar
Ayesha bin abu bakr
Islaam may Musalmanoun ki sabsay pehli Masjid kaounsi hai?
Quba
Nabwi
Qiblataen
Alaqsa
Surat Ahzaab may kaunsi sahabi ka naam zikr huwa
Zaid Bin Harith
Zaid bin Uthman
Umar bin Alkhattab
Abu Bakr
