Font size
WorksheetsTajweed Quiz 1
Total questions: 10
Worksheet time: 6mins
Tajweed ka lafzi mani( linguistic meaning)
Tahqeeq- dheere se tadabbur aur tamaam qawaid ke saath (to recite slowly ,while pondering and following all rules)
Tilawat ( Quran ko padhna)
Hadr - tez raftaar se qawaid ka dhyaan rakhte huwe padhna ( to recite fast keeping in mind all the rules)
Tahseen -Khoobsurat karna ( betterment)
Tajweed ka takniqi mani ( technical meaning)
Sahi makharij se huroof ko ada karna
Sahi siffat ke saath har harf ko padhna
Har harf ko uska haqq dena
sabhi sahi hain
Zaban ki nok upar ke 2 daanton ke masudon par lagne se kaunse huroof ada hote hain?
ث ذ ظ
ج ش ى
ت د ط
س ص ز
Khuli aur Wazeh galti ( ek ya usse zyadah mark karen)
Lahn Jalee hai
Lahn Khafi hai
Haram hai , mani tabdeel hota hai
Haram nahi hai , mani tabdeel nahi hota
Makhraj Muayyan / Muhaqqaq woh Makhraj hai ( ek ya usse zyadah mark karen)
Jo kisi khaas jagah se nikalte hain
Muh ke khali hissa se ada hota hai
Zuban, Hont, Halaq,naak se ada hote hain
Jo kisi khaas jagah se nahi nikalte hain
Aqsal Lisaan se kaunse huroof ada hote hain?
ت د ط
ء ه
ق ك
ث ذ ظ
اِلٰہِ النَّاسِ mein khayshoom se ada hone wala harf bataayen ?
س
ل
ن
ه
Hafatul Lisaan se kitne huroof ada hote hain aur in mein se kaunse ?
11 huroof, ت د ط
2 huroof, ض ل
11 huroof , م و ب ف
2 huroof, ق ك
اَلۡقَارِعَۃُ mein Aqsal Halaq se nikalne wale huroof bataayen?
أ ه
أ ع
ع ه
ع ل
Safeer huroof kaunse hain?
ج ش ي
ت د ط
س ص ز
ص ث س
