wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

MERI SADHAKTA

Total questions: 20

Worksheet time: 10mins

Name
Class
Date
1.

Brahmmuhurt ki sadhna

a)

Nahin

b)

Kabhi Kabhi

c)

Niyamit karti hun.

2.

sunday ka satsang sunte hain-

a)

Kabhi Kabhi

b)

Nahin

c)

Hamesha

3.

Bhawan se jab bhi sewa milti hai-

a)

hamesha karti hun

b)

kabhi kabhi kar pati hun

c)

mana kar deti hun

4.

Meri sadhna niyamit 2.30 se 4 hrs ki hai-

a)

haan

b)

nahin

c)

pata nahin

5.

Meri saadhna niyamit 4 hrs yaa usse adhik hai-

a)

haan

b)

kabhi kabhi

c)

nahin

6.

Main niyamit soti hun-

a)

3 to 4 hrs.

b)

6 to 8 hrs.

c)

8 to 10 hrs.

7.

Main regular pranayam or exercise karti hun-

a)

haan

b)

nahin

c)

kabhi karti hun kabhi nahin

8.

Main hamesha maharaj ji ke swaroop ke saamne prarthna karti hun-

a)

niyamit/regular

b)

yaad nahin rahta

c)

kabhi kabhi

9.

Main kahin bhi jaane se pahle or aane k baad maharaj ji ko pranaam jaroor krti hun-

a)

hamesha

b)

yaad nahin rahta

c)

kabhi kabhi

10.

Mujhe khane main pasand hai

a)

Pure veg

b)

Veg+Fast food

c)

Fast food + other

11.

Main drinks leti hun

a)

Tea and coffe

b)

herbal tea and milk

c)

others

12.

Main roj ek vyakti ko gyaan ka message jaroor deti hun-

a)

Nahin

b)

Hesitation hoti hai

c)

avasar milne par jaroor deti hun

13.

Koi meri kami bataye to mujhe bahut gussa aata hai-

a)

gussa aane par use sudharne ki kosish karti hun

b)

bahut aata hai

c)

kabhi kabhi

14.

Main Niyamit/regular akhand gyaan padti hun-

a)

haan regular

b)

bilkul nahin

c)

kabhi kabhi

15.

Main social plateform par sansthan ka prachar karti hun-

a)

regular

b)

nahin

c)

once in a while

16.

Main raat ko prarthna or sadhna karke hi soti hun-

a)

nahin

b)

hamesha

c)

kabhi kabhi

17.

Main hamesha annya logon ko bhi sadhna ke liye motivate karti hun-

a)

haan

b)

nahin

c)

pata nahin

18.

Main sadhna /study ke sath sath ghar ke kaam main bhi haath batati hun-

a)

regular

b)

nahin

c)

kabhi kabhi

19.

Main facebook, watsapp par chatting karti hun-

a)

nahin

b)

kabhi kabhi

c)

haan

20.

Main movies/serials dekhti hun-

a)

haan

b)

only movies

c)

bilkul nahin