Font size
WorksheetsHindi Class Quiz
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Maa ko Pallavi par kya tha.
(a)
Paathshaala jaate samay Pallavi ne kya dekha?
Ek nayi building ka nirmaan ho raha tha.
Kuch log ikhkhatta hue the.
Ek chaatwaale ki dukaan.
Inme se koi nahi.
Pallavi ke baste ko banane ke liye jo kapde kaa prayog kiya gaya tha uspe kya tha?
Ful
Gudiya
Bachche
Patte
Hume Paani bachaane ko kaun bolta hai?
Pitaji
Maa
Nani
Dada
Paani anmol ratna kyo hai?
Kyoki wah khatam nahi ho sakta.
Kyoki hum usko alag alag kaamo ke liye prayog karte hai.
Kyoki uske bina zindagani mit jayegi.
Inme se koi nahi.
Adhyapika ne kisko kya diya?
(a)
School ke liye 2 paryayvachi shabd likhiye.
Megh
Paathshaala
Ghar
Vidyaalay
Maa ko Pallavi par garv kyo tha.
(a)
Sabhi ladkiyo ne inaam paane ke liye kya kar diya tha?
Bahut paisa kharch kar diya tha.
Khaana nahi khaya tha.
Baher khelne gayi thi.
Aakaash Paataal ek kar diya tha.
Hua samaapt agar dhara se...
Kavitaa ki panktiya puri kijiye.
(a)
