Wayground logo

Free Printable Worksheets

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Surah Maarij- Mursalat

Total questions: 22

Worksheet time: 11mins

Name
Class
Date
1.

In mese Jahannum ki wadi konsi hai?

a)

Wail

b)

Zaqqum

c)

Zaitoon

2.

Surah Maarij kis baat se shuru hoti hai?

a)

Qasam se

b)

Sawaal se

c)

Allah SWT ki hamd se

3.

Surah Maarij v23 me kaisi Salaat ka zikr hai?

a)

Daaim

b)

Sirri

c)

Ailaniya

4.

Jibreel AS insaani halat me kiski shakal me namudaar hote the?

a)

Dahiya Qalbi

b)

Khalid bin Waleed

c)

Saad bin Abi Waqqaas

5.

Maarij ke maayne kya hai?

a)

Aisi cheez jiske zariye ooper chhadh sakte hai

b)

Jannat ke ek darakht ka naam

c)

Kafir ko milne wala azaab

6.

Khud ko azaab se bachane ke liye Kafir kya fidye me dene ko tayyar hojayenge?(Maarij-11)

a)

Maal, Zameen, aulaad

b)

Bete,bivi, bhai

c)

None of these

7.

Allah ke nazdeek ka ek din hamare kitne saal ke barabar hai?(Maarij- 4)

a)

50 Hazaar saal

b)

500 Saal

c)

5 Hazaar saal

8.

Surah Mursalat aur Maarij me Allah SWT ne yeh bata diya ki Qayamat ke aane me koi shak nahi hai.

a)

True

b)

False

c)

None of these

9.

Nekiyon pe jamay rehna bhi __________

a)

Sabr hai

b)

Kufr hai

c)

Haya hai

10.

Qayamat ke roz Jabal kaise hojaenge?(Maarij-9)

a)

كاٌلٌمُهٌل( kal muhl)

b)

كاٌلٌعِهٌن (kal ehn)

c)

كالفراشِالمبثُوث ( kal farashil mabsoos)

11.

Surah Maarij me Jannatiyon ki pehli aur akhri sifat konsi batai gayi hai?

a)

Woh apni namazon ki hifazat karte hai.

b)

Woh kabhi qayamat ke din ko jhutlaate nahi.

c)

Woh miskeeno ko khana khilaate hain.

12.

Surah Maarij me maangnewale ne kya maanga?(v1)

a)

Azaab

b)

Maal

c)

Nekiyon ka badla

13.

Surah Mursalat me Allah SWT ne kiski kasam khai hai?

a)

Hawaaon aur Farishton ki

b)

Paani aur Pahaad ki

c)

Aasmaan aur Zameen ki

14.

Jhutlaane walon ke liye kya hai?(Mursalat)

a)

Halaqat hai

b)

Muh kaala hai

c)

Dushmani hai

15.

يَوْمِ اٌلفَصل( Youmil fasl) se kya muraad hai?(Mursalat-13)

a)

Qayamat ka din

b)

Eid ka din

c)

Rehmat ka din

16.

Qayamat ke roz Rasoolon se kya gavahi li jaegi?

a)

Ke unhone deen ka paigham pahuchaya ya nahi.

b)

Ke unhone nematon ka sahi se istemal kiya ya nahi.

c)

None of these

17.

Jahannum ki chingari kiski tarah syah hogi?( Mursalat-33)

a)

Black camels(kaale oonth)

b)

Black horses(kaale ghode)

c)

Black night(andheri raat)

18.

Jab Insan pe musibat aae toh woh ghabra uthta hai aur jab khushhali aae toh bukhal karta hai, isse insan ki konsi sift pata chalti hai?(Maarij-19,20,21)

a)

Ke woh Halua'a hai

b)

Ke woh Hameem hai

c)

Ke woh Mehroom hai

19.

Insaan ki shakal, haath-pair , jism banane ka kaam konsi jagah pura kiya jaata hai?(Mursalat-23)

a)

Qarare Maqeen

b)

Jannat me

c)

Aasmaano me

20.

In mese zameen ka kaam kya nahi hai?(Mursalat- 26,27)

a)

Zinda aur murda ko samet lena

b)

Fresh paani dena

c)

Shams-o- qamar ko roshni dena

21.

Jo Allah SWT ke aage nahi jhukte unhe لايَركَعُون (La yarkaoon) kaha gaya hai.(Mursalat-48)

a)

True

b)

False

c)

None of these

22.

Jahannum ke saaye ki kitni shaakhen(شُعَب) hai?(Mursalat-30)

a)

4

b)

2

c)

3