wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

RBS- Flash Quiz#2

Total questions: 6

Worksheet time: 3mins

Name
Class
Date
1.

Jo gunahgar hai ,fir wo tauba karta hai ,wo aisa hai

a)

Jaisa usne gunah hi nahi kiya

b)

Jaise usne gunah kiya

2.

Sabse khushnaseeb insan qiyamat ke din kaun hoga

a)

Jiske nama e amaal me kasrath se astagfar hai

b)

Jisne ek bhi namaz nahi chodi

c)

Jisne sabse zada nafil roze rahe

3.

Akhirat ka nuqsan kya hai

a)

Jahannam ki aag

b)

Ahl o ayal ka saath na hona

4.

Anibu ka maana

a)

Baar baar ruju(palat) karna

b)

Ruju karna

c)

Surrender karna

5.

Har amal hame kaisa karna hai

a)

Ahsan amal

b)

Normal amal

6.

Ayato ka mazak udhane se murad(Acc to todays class)

a)

Kabhi ayato par amal karna ,kabhi nai

b)

Ayato ko jhutlana

c)

Ayato me tod mod