wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

RBS _ flashquiz day 44

Total questions: 9

Worksheet time: 5mins

Name
Class
Date
1.

Jodi of surah Hashr

a)

Surah Mujadalah

b)

Surah Mumtahinah

c)

Surah Hadid

2.

Kaun ,Huzoor SAW ko attack karne ready hue the!?

a)

Abdullah bin Ubaiyye

b)

Amer bin Jahash

c)

Abu sufiyan

3.

Allah taala ne_____ ka Ruab daaldiya

a)

Rasool SAW

b)

Munafiq

c)

Sahaba 's

4.

Allah aur allah ke rasool ke muqable me,nafarmani kare ,unko

a)

Akhirat me ruswayi

b)

Duniya me ruswayi

c)

Allah ki saqt saza

d)

All

5.

Maal e ganimat kise kehte hai

a)

Jung karke hasil hone wala maal

b)

Ghair jung me hasil hua maal

6.

Jo huzoor SAW ka farmaan hota hai wo ___

a)

Allah ka farman hai

b)

Khud Huzoor SAW ka farman hai

c)

Farishto ka farman hai

7.

Sirf _____ hi logo ko unite karti hai

a)

Similar interest

b)

Ek country

c)

Ek profession

d)

Imaan

8.

Jo allah ko bhula dete hai wo ______ (surah Hashr ayah 19*)

a)

Allah unko risq nahi dete

b)

Allah un par musibat musallat karte hai

c)

Allah unke nafs ko bhula deta hai

9.

Al mumtahinah

a)

Imtehan lene wali

b)

Wo aurat jiska imtehan liya gaya hai

c)

None