NEW
Font size
WorksheetsMahe Ramazan
Total questions: 26
Worksheet time: 20mins
Jab Imam Hassan a.s Ki Wiladat huwi thi us waqt kaunsi jang ki tayyari horahi thiwas born which
Jang e Badr
Jang e Uhud
Jang e Siffin
Jang e Neherwaan
Ye jumle kis dua me paae jaate hain?
Dua e Faraj
Dua e Abu Hamza Somali
Dua e Iftitah
Dua e Allahumma Asleh
Imam Hasan Al Mujhtaba A.S ki wiladat aur shahadat kis saal me hui thi?
2 Hijri, 50 Hijri
4 Hijri, 40 Hijri
5 Hijri, 50 Hijri
3 Hijri, 50 Hijri
Ye Ayat Quran Majeed ke kis Sure me paai jati hai?
Surah Maeda
Surah Ale Imran
Surah Shura
Surah Nisa
Kis Khatoon ne ye khwaab dekha tha ki Rasule Khuda (saw) ke jism ka ek tukda unki goad me aa gira?
Janabe Umme Fazl
Janabe Umme Farwa
Janabe Umme Salma
Janabe Zehra (sa)
Imam Hasan Al Mujhtaba (as) ki kuniyat kya hai?
Tayyib
Sibte Rasool
Abu Muhammad
Zaki
Imam Hasan Al Mujhtaba (a.s) ne wiladat ke baad sabse pehli giza kahan se haasil ki?
Jibraeel (a.s) ne jannat se giza laae the
Rasoole Khuda (s.a.w) ki zabaane mubarak se haasil ki
Janabe Zehra (S.A) se haasil ki
Imam Ali (a.s) ki zabaane mubarak se haasil ki
9 Hijri me Imam Hasan Al Mujhtaba (a.s) ne kis azeem waqae me shirkat farmaai?
Junge Mootah
Fath-e-Makka
Ghadeer
Mubahila
Imam Hasan Al Mujhtaba (a.s) ki mutaabik, haqq aur baatil me kya farq hai?
chaar ungliyon ka. aankh se dekha wo haqq, jo kaan se suna wo aksar baatil hai
Allah ke jaanib se haqq, ghaire Khuda ke jaanib se baatil
Jab Imam Hasan Al Mujhaba (a.s) ki ek kaneez se Aapke kapdo'n per shorba gir gaya to Imam (a.s) ne kaunsa behtareen akhlaq ka muzaahera kiya?
Aap ne us Kaneez ko sirf maaf kiya
Aap ne us Kaneez ko Raahe Khuda me azaad ker diya
Aap ne us Kaneez ko badle me inaam diya
Aap ne us kaneez se phir shorba mangaya
Imam Hasan Al Mujhtaba (a.s) ki kaun si cheez shohrat rakhti hai?
Aap ka dastarkhwaan
Apka sawaari
Apki talwaar
Apki bahaaduri
Imam Hasan Al Mujhtaba (a.s) ne Hakime Shaam ke diye hue maal ka kya kiya?
Use waapis ker diya
Us naukar ko de diya jis ne Aapki jootiyaan sidhi ki hi
Use lekar phek diya
Use lene se inkaar ker diya
Imam Hasan Al Mujhtaba (a.s) ke mutaabik Wus'at per nadaari (poverty) aur sehat per bimaari ko tarjeeh dene se behtar kya hai?
Na ummeed ho jaae
Allah se maut ki dua mange
Allah se Shikwa karein
Insaan Khuda per tawakkul kare aur Khuda jis haal mein rakhe usko pasand kare
Kitaab Mustadrak ke mutaabik, Imam Hasan Al Mujhtaba (a.s) ne kitne Hajj paidal anjaam diye?
25
26
29
28
Joda bint Ashath (la), ka dunya hi me kya anjaam hua?
Haakime Shaam ne use dariya me phikwaa diya
Hakime Shaam ne use zindaan me daal diya
Hakime Shaam ne uski shaadi apne bete se karwa di
" Jise Mujh se Mohabbat hai wo isse (Imam Hasan Al Mujhtaba (a.s) se) mohabbat kare" ye haddes kis Masoom se hai?
Rasoole Khuda (s.a.w)
Janabe Zahra (s.a)
Imam Ali (a.s)
Imam Husain (a.s)
Hakime Shaam ne Imam Hasan Al Mujhtaba (a.s) ke lashkar ke saath kya kiya?
Afwaahein phaila di ke Imam (a.s) ne Sulaah ker li hai
Imam (a.s) ke lashkar me shadeed ikhtilaaf paida ker diya
Imam (a.s) ke lashkar ke sardar khareed liye
Saare options sahi hain
Sulhe Imam Hasan Al Mujhtaba (a.s) ki sharton me se kaun si shart niche di hui hai?
Hakime Shaam kitaabe Khuda aur Sunnate Rasool ke mutaabik hukumat kare
Hazrat Ali (a.s) ko bura kehna band kiya jaae
Saare Options sahi hain
Hakime Shaam kisi ko bhi apna wali ahad nahi chune
Sulhe Imam Hasan Al Mujhtaba (a.s) se ek bada faydaa kya hua?
Hakime Shaam ki buri kartootein sabke liye waazeh ho gai
saare options sahi hain
Hakime Shaam puri tarah se be naqaab ho gaya
Deene Islam aur shiyo'n ki hifazat ho gai
Ye Ayat Qurane MAjeed ke kis surah me maujood hai?
Surah Ahzaab
Surah Maeda
Surah Ale Imraan
Surah Baqara
Ye Ayat Qur'ane Majeed ke kis surah me maujood hai?
Surah Nisa
Surah Maida
Surah Ale Imran
Surah Hud
Ye Ayat Qurane Majeed ke kis surah me maujood hai?
Surah Ambiya
Surah Mulk
Surah Yaseen
Surah Jumma
Ye Ayat Quran Majeed ke kis Surah me maujood hai?
Surah Shuara
Surah Nisa
Surah Baqara
Surah Maida
Is jagah ko pehchaniye?
Masjide Sahla
Masjide Kufa
Masjide Jamkaran
Masjide Hannanah
Who is the author of the book Nuqooshe Ismat?
Shaikh Mufeed (ra)
Allamah Sayyid Zeeshan Haider Jawadi
Ayatullah Lutfullah Safi Gulpaygani
Ayatollah Nasir Makaarim Shirazi (ra)
Who is the author of the book Kamaluddin wa Tamaamun Neama
Shaikh Kulayni (ra)
Shaikh Mufeed (ra)
Ali bin Babawayh Qummi (ra)
Shaikh Sadooq (ra)
