NEW
Font size
Worksheetsanger management day 5
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Kaunsa kaam Allah ke gusse se hifazat karta hai ?
Maarna
Paani peena
Gussa karna
Gusse ko control karna
Gussa control karne se .........
Allah ki muhhabbat milti hai
Qiyamat ke din Allah hamare dil ko khushi se bhardenge
Allah ke gusse se hifazat hoti hai
Allah hamari buraaiya chupate hai
Upar ke sabhi jawab sahi hai
Hum ne gussa control karne ke kitne ajr (reward) padhe hai
1
6
4
5
Ya'qoob alaihissalam apne kaun se bete se sabse zyada pyaar karte the..??
Unke 11 baccho se
Yusuf alaihissalam aur Binyamin se
Sabhi baccho se equal pyar karte the.
Sirf apne bade bete se zyada pyar karte the
Yusuf alaihissalam ke bade bhaiyyon ne unko Well mein kyun phek diya..??
Taake Yusuf alaihissalam mar jaayen
Taake unke abba Yusuf alaihissalam se zyada ab un sab se pyar karne lagen
Taake wo apne abbu ka akele khayaal rakh saken
Taake unko ab acche se khelne mile
Yusuf alaihissalam ke paas unke bhai anaaj lene aaye to Yusuf alaihissalam ne ...
Anaaj bhi de diya aur unke saath ihsaan kiya.
Anaaj nhi diya aur Gusse se baat ki
Apne bhaiyyon ko bohot maara aur bhaga diya
Unke sab paise le liye aur aur unke bhai Binyamin ko bhi cheen liye.
Allah Ta'ala ne ___ ko Nabi banaya aur unko Khwaab ki tabeer karne ki knowledge ata ki.
Ibrahim (a.s)
Yaqub (a.s)
Yusuf (a.s)
Ismail (a.s)
Allah taala un bandon se muhabbat karte hain jo logon ke saath __ tarah se pesh aate hain.
Achhi
Buri
Jab hum logon ko maaf kardete hain to Allah taala humein ___ kardete hain.
Nahi maaf
Maaf
Agar hum logon par gussa karenge to Allah bhi humpar __ karenge.
Gussa
Maaf
Reward
