Font size
WorksheetsAqeedah Wasitiyah #1
Total questions: 10
Worksheet time: 14mins
Aqeedah samajhne ke liye hum kis kitaab se apne asbaaq lerahe hain?
Sharh aqeedah al wasitiyah
Aqeedah aur tawheed
Aqeedah al wasitiyah
Usool al thalathah
Iss kitab ko (a) ne likha
Aqeedah padhne aur samajhne se kya fayda hai?
Imaan ka sahi matlab samajhenge
Koyi fayda nahi hai
Imaan mazboot hoga
saare gunah maaf honge
Humari kamyabi ki pehli shart (a) hai
Aqeedah ka sahi matlab kya hai?
Sirf Allah par imaan laana
Allah par imaan laana aur Muhammad ﷺ ko nabi maanna
Allah par, uske farishton par, uski kitabo par, uske rasoolon par, achi buri taqdeer par, marne ke baad uthaye Jaane par imaan laana
Allah par, uske farishton par, uski kitabo par, uske rasoolon par, akhirat ke din par, achi buri taqdeer Allah ki taraf se hai, marne ke baad uthaye Jaane par imaan laana
Imaan billah ka kya matlab hai?
Allah ki un tamaam naamon aur sifaat par imaan laana jo Allah taala aur Muhammad ﷺ ne quran aur ahadeeth me bataya hai
Un asma o sifaat ki beja tashreeh na karna, unko be maane na karna, unki kaifiyat muqarrar na karna, kisi maqlooq se unko tashbeeh na dena
Allah taala ka koi humsar nahi, koi shabeeh o nazeer nahi, wo dekhne aur sunne wala hai
Allah ne jo sifaat bayan ki hain usse inkaar karna, kalam ko uski jagah se hatana, usko maqlooq par qiyas karna
Allah taala k kalam ke baad ambiya aur rusul ka darja hai kyuki unho ne Allah taala ke baare me sach baat kahi
Kon log Allah taala ki taraf se inaam se nawaze gaye hain?
Ambiya
Siddiqeen
Shuhadaa
Saliheen
Munkireen
Allah taala ka naam agar kisi maqlooq ke lye istemaal horaha ho toh (a) ke sath hoga
Aap logo ko ab tak ke asbaaq achi tarah samajh aagaye? Agar nahi aaye toh Please bataiyye aap kis tarah ka format chahte hain? Aur kis cheez ko samajhne me mushkil horahai hai. Taake hum apne aap ko aur improve karsakein. Barakallahu feekum.
Allah taala ke asma o sifaat me nafi aur asbaat dono milte hain
Haa
Sirf asbaat hai nafi nahi
Sirf nafi hai asbaat nahi
Allah taala hi jante hain
