wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Juzz30_Flashquiz_Day#12

Total questions: 9

Worksheet time: 5mins

Name
Class
Date
1.

Surah Infitaar ka Theme

a)

Inzaar e aaqirat

b)

Risalat

c)

Momineen ke qualities

2.

____ ukhad diye jainge (ayah 4)

a)

Aasman

b)

Taare

c)

Zameen

d)

Qabrein

3.

Jis din aasman phat jayega toh ___

a)

Insan ko pata chal jayega ke uske aage kya bheja

b)

Insan ko pata chal jayega ke uske piche kya choda

c)

Insan ko Allah tala nazar aayenge

d)

Both A and B

4.

Sabse badi neki jo hame qayamat me faida degi

a)

Roze

b)

Sadqa

c)

Sila rehmi

5.

Khaddama kya hai?

a)

Paisa

b)

Status

c)

Amaal

d)

All the above

6.

Insan ko kis cheez ne dhoke me daal rakkha hai?

a)

Family

b)

Friends

c)

Shaitan ne

d)

All the above

7.

Allah taala ki kaunsi sifat ayah 6 me bayan ki gayi hai

a)

Ghani

b)

Kareem

c)

Hakeem

8.

Gunah ki niyyat par :_____

a)

1 gunah likha ja raha hai

b)

10 -700 gunah likhe jaa rahe hai

c)

Koi gunah nahi likha jayega

9.

Abrar ka maana

a)

Bohot nekiya karne wala

b)

Khallam khulla nafarmani karne wala

c)

Wasi taur par phadna