WorksheetsJ30_Flashquiz_Day#36
Total questions: 9
Worksheet time: 5mins
Surah Zilzaal ki jodi?
Surah Baiyyinah
Surah Al-Adiyat
Surah Al Qadr
Qayamat ke din Zameen____ hojaigi (Ayah 1 & 2)
Hila mari jayegi
Apna bojh bahar nikalegi
Both A and B
Rui ho jayegi
"Zameen apne haal bayan karegi" se murad kya hai
Zameen apne upar kiye gaye zulm ko bayan karegi
Zameen insan ke amal par gawahi degi
Hadith : Aap SAW ne farmaya , ____ se bacho ,kyu ke ye jama hoke halak kardete hai
Bade gunah
Chote gunah
Riya
Takabbur
Surah Al-Adiyat me kiski qasam khayi gayi hai?
Zameen ki hilane ki
Hamp kar dhaunde walo ki
Male horses ki
Kanood ka maana
Gard o ghubaar
Wo nashukra jiski nazar sirf kamiyo par ho
Nashukri se rona
Asal shukarguzari kya hai?
Apni jaan lagana
Apna maal lagana
Apni salahiyate lagana
All the above
Insan ke upar kaun gawah hai ( Ayah 7)
Wo khud
Farishte
Jinn
Akhirat me ___ count hoga
Amal
Niyyat
Both A and B
