wayground logo

Free Printable Worksheets

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

J30_Flashquiz_Day#38

Total questions: 10

Worksheet time: 5mins

Name
Class
Date
1.

Qaaria ka maana kya hai ?

a)

Daudne waliya

b)

Azeem hadesa

c)

Hirs

2.

Qaaria ka word is Surah me kitne baar repeat hua hai ?

a)

2

b)

3

c)

4

3.

Qayamat ke din Insaan ka kya haal hoga?

a)

Rui ho jainga

b)

Bikhar jainga parwano ki tarah

c)

Dilpasand zindagi jiyega

4.

Aisi jagah jaha koi kisi ko yaad nai karega

a)

Pulsiraat ke paas

b)

Jannat me

c)

Jahannum me

5.

Namae amal ___ honge

a)

Count/gine jayenge

b)

Tole jainge

6.

Tarazoo ke kaunse pallo ka zikr hai is Surah me ?

a)

Nekiyo ka palla

b)

Buraiyo ka palla

7.

Qayamat ke din kafir ke amal ka kya hoga?

a)

Aknowledge/consider kiya jayega

b)

Count kiye jayenge

c)

Dhool banakar udai jainge

8.

Hadees : ____ kalma meezan me bhari hai

a)

Subhanallahi wa bi hamdihi subhanallahil azeem

b)

Astagfirullah rabbi bin kulli zambi wa atubu ilaih

c)

Subhanallahi wa bihamdihi

9.

Neki aur burai ka palla barabar rehne par ,kin logo ke shamil honge?

a)

Araf wale

b)

Sijjin wale

c)

iliyeen wale

10.

Jahannum ki aag kaisi hai ?

a)

Bhadakti hui

b)

Na zinda rakhegi na mardegi

c)

Duniya ki aag se 70 gunah zyada shiddat wali

d)

All the above