Worksheetsislami malumat
Total questions: 10
Worksheet time: 10mins
hamare nabi ke dada ka naam kya tha?
abu talib
wahab bin abde munaaf
abdul mut talib
qasim
hamari nabi ki dadi ka naam kya tha?
barra
zainab
fatima
ruqayya
hamare nabi ke nana ka naam kya tha?
abdul mut talib
wahab bin ab de munaaf
abu talib
abdullah
hamare nabi ke walid ka inteqal kb hua?
hamare nabi ki paydayish ke baad
hamare nabi ki paydayish ke waqt
hamare nabi ki paydayish se phle
hamare nabi ki walida ke inteqal ke baad
hamare nabi ke kitne bete the, unka naam kya tha?
3, abdullah razi allah-hu-tala, qasim razi allah-hu-tala, ibrahim razi allah-hu-tala
4, abdullah razi allah-hu-tala, ibrahim razi allah-hu-tala, hussain razi allah-hu-tala, hasan razi allah-hu-tala, hazrat umar razi allah-hu-tala
2, hazrat ali razi allah-hu-tala, hazrat usman razi allah-hu-tala
hamare nabi ko nabuwat kitne kitne salo me mili?
40
63
56
50
arab ke log hamare nabi ko kya khte the?
nak, allah ka banda
saccha, acha nabi
saccha, amanat daar
seedha, nak banda
hamare nabi par phli ayat kaha nazil hui?
makkah
gar-e-hira
madina
gar-e-sor
deen ke khatir ek jgh chor kar doosri jgh jaane ko kya khte?
hamare nabi ki paydayish kis mahine me or kis din hui?
rajab, jumerat
ramzan, mangal
shaban, juma
rabi-ul-awwal, peer
