wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

J30_Flashquiz_Day#45

Total questions: 11

Worksheet time: 6mins

Name
Class
Date
1.

Qur'an ki sabse choti Surat kounsi hai ?

a)

Surah Al-Maun

b)

Surah Al-Kauthar

c)

Surah Al-Ikhlaas

2.

Jo Aap {S.W.S} par ek dafa durood padhta hai Allah Ta'ala us par kitne dafa rehmatey bhejte hai?

a)

5

b)

7

c)

10

3.

Al-Kausar kya hai ?

a)

Nahar e Kouser

b)

Houz e Kouser

c)

Khair e Kaseer

d)

All the above

4.

Aap(saws) ko kya khair e kaseer diya gaya

a)

Nabuwat

b)

Qur'an

c)

Hikmat & Aqlaaq

d)

Pyaare Sahaba

e)

Alll the above

5.

Kouser kaisi hai ?

a)

Mushk se zyada khushbudaar

b)

Shahed se zyada meetha

c)

Baraf se zyada thanda

d)

All the above

6.

Koun log Kouser se mehroom rahenge

a)

Murtad aur kaafir

b)

Biddatein karne wale

c)

Zulm main madad karne wale

d)

All the above

7.

Biddat kise kehte hai ?

a)

Aap(saws) ke deen main naye naye cheezein NAHI aijaad karna

b)

Ibadat ka Tareekha apnana jispe na Allah ki na Allah k Rasool ki Mohr hai

8.

Kounsa paani peene se firse pyaas nahi lagegi ?

a)

Kouser ka paani

b)

Zam zam ka pani

c)

both

9.

Apne aapko andar se mazboot feel karne kya karna chahiye?

a)

Namaz qayam karna

b)

Dil ki qawishaat poori karna

c)

yoga exercise karna

10.

Qayamat k din Aap(saws) apne Ummati ko kaise pehnchaanenge ?

a)

Qubsurat chehre se

b)

Wuzu se azaa chamakne se

c)

Humari Hasi se

11.

Koun assal jad kat (loser) hai ?

a)

Aap(saws) ka dushman

b)

Kaafir

c)

Gumraah