WorksheetsDaure Quran day 19
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Allah ki sunnat hai kay vo kisi qaum par azaab nahi bhejta jab tak kay uss qaum kay andar.......
Nabi maujood ho
Astagfar karne wale loge maujood hoon
Munafiq maujood hoon
Hamein quran kis tarah Nahi sunna hai?
Ghafil dil kay sath
Wazu kay bagair
Allah ney insaan ki fitrat mein kiya rakha hi?
Munafiqat
Apne Rabb ki pahechan
Ilm aaney kay baad kiya cheez insaan ko Allah say doore karti hai?
Maal o daulat
Shaitani waswasey
Hamein kisi kay ayeb ( qaami) ka pata chale tho kiya karna hai?
Uss kay ayeb par parda poshi karna hai
Sab ko batana hai
Insaan jo sirf duniya kay fayda hasil karne ki koshish karta hai uss ki misaal kaise dee gayi surah Araaf mein?
Elephant
Dog
Machar
Jo asma ul husna yad kare aur us ko samjhe us kay liye kiya Inaam hai?
Insha Allah Jannat
Usko qoob kamiyabi hogi
Surah Anfal mein kis cheez ki taqseem ka zikr hai?
Maal e Ganimat
Property
Jung e Badr kab pesh ayi?
2 Hijri 17 th Ramadan
1 Hijri 12 Radan
Jung e Badr mein allah ney kis kay zariye madad farmayi thi?
Musalmano k hathon
Farishton k zariye
