wayground logo

Free Printable Worksheets

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Quiz day 36

Total questions: 15

Worksheet time: 8mins

Name
Class
Date
1.

Naml matlab?

a)

Cheenti 🐜

b)

Elephant 🐘

c)

🐄 cow

2.

Hidayat kis ki taraf say milti hai?

a)

Allah

b)

Ache dost

3.

Abu Talib kaun they?

a)

Mohammed SAW kay chacha

b)

Mohammed SAW kay dada

4.

Moosa AS k qissay mein ketni auraton ka tazkera hai?

a)

6

b)

4

5.

Aurat ki zeenat hai........

a)

Sharm o haya

b)

Jewellery

6.

Dawood AS ki nabuwat aur qilafat mein un k waris kaun bane?

a)

Hazrath Moosa AS

b)

Hazrath Sulaiman AS

7.

Malika e saba ki qabr kaun lekar aya tha?

a)

Naml

b)

Hud hud

8.

Qaum e saba kis ko sajda karti thi?

a)

Suraj ☀️

b)

Chand 🌙

9.

Silaiman AS ney jo qat / letter likha tha malika e saba ko uski shurooaat kis say ki?

a)

Bismillah

b)

Direct mudda bayan kiya

10.

Kis kaam mein qair o barakat hoti hai?

a)

Mashwarey mein

b)

Zidd mein

11.

Sulaiman AS ney malika e saba kay aney say pahele kiya laney ka hukm diya apne darbar mein?

a)

Malika ka taqt 🛋️

b)

Malika ka taj 👑

12.

Hamari qush naseeb kin baton par hi?

a)

Allah ki hidayat hasil ho

b)

Tauheed par zindagi

c)

Tauheed pad maut

13.

Takabbur say kiya hasil hota hai?

a)

Zameen par Qush hali

b)

Zameen par Fasaad

14.

Quran hum par farz kiya gaya hai?

a)

Yes

b)

No

15.

Sulaiman AS ,Malika saba k gifts lekar bahut qush huye the?

a)

No, wapas kardiye the

b)

Yes