Wayground logo

Free Printable Worksheets

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Quiz day 37

Total questions: 15

Worksheet time: 8mins

Name
Class
Date
1.

Allah SWT nay Loqman ko kiya diya tha?

a)

Hukumat

b)

Hikmat

2.

Surah Loqman mein kiya bataya gaya?

a)

Parenting tips

b)

Qaumo ka tazkira

3.

Distraction wali cheezein jo mi ghar par lekar rakh rahi hoon kiya wo sahi hai? Jaise 📺TV, 🎶Music System etc

a)

Nahi , Agar in cheezon ka mis use hua tho bada azaab hogaa

b)

Han

4.

Jo waqiye Allah ki hikmat pasandi ko qubool karlete hain vo kaun hai?

a)

Kufran e nemat karne wale

b)

Shukr Guzar loge

5.

Loqman ney apney bete/son ko paheli naseehat kiya kee?

a)

Walidain ki farmabardari karna

b)

Shirk nahi karna

6.

Namaz kay kiya fayeda hain?

a)

Fahesh aur buraii say rokti hai

b)

Dil munawar hotein hai

7.

Surah Ankaboot mein shirk karne walon ki misal kis say dee gayi?

a)

Machar say

b)

Makhdi k kamzor jaal 🕷

8.

Rizq mein kushadgi, tangi hamre talent, mehnat aur qualification par depend hota hai?

a)

Yes

b)

No

9.

Kiya hamein parents shirk ka hukm dein tho manna chahiye?

a)

Nahi

b)

Han

10.

Kiya sood lene say maal mein izafa hota hai aur zakat dene say maal mein kami?

a)

Han

b)

Nahi

11.

Kiya momin nashukra ho sakta hai?

a)

Han

b)

Nahi

12.

Allah kin logon say inteqam ka zikr karte hain surah sajda mein?

a)

Jo qutan sunkar amal krte hain

b)

Jo ayaton ko sun kar mazaq udatein hai

13.

Kiya faisley k din imaan lana fayedamand hoga?

a)

Han

b)

Nahi

14.

Surah Rome mein kis fateh ki peshan goyi kee gayi?

a)

Romiyon ki fateh

b)

Junge badr mein musalmano ki fateh

15.

Qiamat k din kaun hairat mein honge?

a)

Nek loge

b)

Gunhagar