wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

DEQ_Flashquiz_Day#11

Total questions: 7

Worksheet time: 4mins

Name
Class
Date
1.

Sabiqunal awwaloon kinhe kahenge?

a)

Jo Sabse pehle imaan laye

b)

Jo sabme last imaan laye

c)

Ansaar jo imaan laye

2.

Masjid E Ziraar kis buniyaad par banayi gayi

a)

Ahle imaan me phoot daalne

b)

Ibadat karne

c)

Deen ko phailane

3.

Allah taala ne momin ke ___, jannat ke badle khareedli

a)

Nafs

b)

Maal

c)

Both A and B

d)

Kufr

4.

Deen ke raaste me susti karne par Sahaba ko kya saza mili

a)

50 din tak Roze

b)

50 din tak boycott

c)

50 kode

5.

Quran ki ayat sunke Kin logo ke imaan me Izafa hota hai

a)

Nifaq wale

b)

Momin

c)

Muslim

d)

Mushrik

6.

Allah taala hame kis taraf bulata hai

a)

Darus salam

b)

Darul uloom

c)

Darul hisab

7.

Hamare liye nishan e ibrat kya hai?

a)

Moosa a.s ki stick

b)

Firaun ki laash

c)

Abu jahal ki laash