wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Qur'aan, Allah ka kalaam

Total questions: 10

Worksheet time: 6mins

Name
Class
Date
1.

Namaz ki imaamat ke liye kisko tarjeeh di jaye?

a)

jo age me sab se bade houn.

b)

Jo sab se ziyada Quran ke hafiz hain.

c)

Jo sab ziyada sanjeedah hain.

2.

Hafiz e Quran ka jannat me kahan thikana hoga?

a)

Jahan se voh quran padhna shuru kare.

b)

jahan se padhne ka hukum diya jaye.

c)

Jahan voh zubaani aakhri ayat padhe ga.

3.

Hafize Quran kounsi makhlooq ke sath hounge?

a)

Mitti ki makhlooq

b)

Noor ki makhlooq

c)

aasmaan ki makhlooq

4.

kounsi 2 soortein qiyamat ke din sifarish karwayen gi?

a)

Aal e Imran aur al baqarah

b)

Aale Imran aur al mulk

c)

Aale Imran aur al kahaf

5.

Sirf padhe likhe taleem yafta walidain ko taaj al Waqaar pehnaya jayega.

a)

Saheeh

b)

Ghalat

6.

Quran kis ke liye nazil kiya gaya hai?

a)

hindu aur Muslim ke liye

b)

sikh aur Christians ke liye

c)

tamaam insaniyat ke liye

7.

Quran me taqreeban kitni aayaten hain?

a)

6614

b)

6601

c)

6666

d)

4466

8.

Quran me kitni soortien hain?

a)

111

b)

114

c)

113

9.

Quran kab nazil huwa?

a)

Ramadan ke ibtidai ashre me

b)

Ramdan aur shawal me

c)

Ramadan ke aakhri ashre me

10.

Hame Quran ki tilawat kab karni chahiye?

a)

Raat me

b)

Raat aur din me

c)

Ramadan me