WorksheetsSeerat_Flashquiz_Day#19
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Hijrat E Habsha me ye Sahabi Shamil NAHI the
Jafer bin Abu Talib r.a
Saad bin Abi Waqqas r.a
Ali r.a
Abdullah bin Jahash r.a
Marhumeen ke liye kya kehna chahiye?
A. Allab unki Maghfirat kare
B. Wo jannati hai
C. Wo Dozakhi hai
D. Both B and C
Kya hum guarantee k Saath koi marhoom ka Anjaam (Jannat ya Jahannum) bolsakte ?
Yes
No
Pehli Aurat jisne Hijrat e Madina ki thi?
Umme salama r.a
Zainab bint e Mazoon r.a
Laila bint E Asma r.a
Kounse Sahabi Umar Ra k Mubole Bhai ?
Umme Salama r.a
Amir Bint e Rabiya r.a
Zubair bin Awwam r.a
Abu Bakr r.a ko jab Kabah me namaz padhne ki ijazat nahi thi , toh Aap ne kidar namaz padi?
Padosio ke ghar me
Apne Ghar ke andar alag room me
Chhup ke Kabe me hi namaz padi
Abu Bakr r.a ko kisne protection di thi?
Waleed bin Mugheera
Abu Jahal
Ibn Dagnah
Ambassador of Islam for Madina kounse Sahabi the ?
Umar r.a
Ali r.a
Musab bin Umair r.a
Kya Islam ka mizaaj hai k bewajah zulm sehte raho ?
Yes
No
Uth'man bin Mazoon r.a ne kiski protection ko chod diya?
Waleed bin Mugheera
Abu Bakr r.a
Abu Talib
