WorksheetsSeerat Quiz
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Ye kisne, kis se kaha, "Jao jo dil chahe kaho, jo ji me aaey karo , jab tak jaan hai main tumhare saath hon".
Abu Talib se Abu Jahal ne
Muhammad SAW se Abu Lahab ne
Muhammad SAW se Abu Talib ne
Muhammad SAW se Abdul Muttalib ne
Amr Bin Hisham kon tha,uski kuniyat kiya thi, aur tareekh me kis naam se mashoor hoa?
Islam ka sab se bada madadgar, Abul Hakam, Abu Lahab
Islam ka sab se bada dushman, Abul Hakam, Abujahal
Islam ke sab se bade madadgaar Abu Talib, Abul Hakam
Nabuwwat ke 6th year kis ke islam lane se kuffar ko badi gahri chot lagi ?
Abu Bakar RA
Umar RA
Hamza RA
Abbas RA
Wo kon the jin ke liey Aap SAW ne du'a ki ke " Khudaya in me se jo tujhe pasaand ho uske zariey Islam ki madad farma"
Abu Bakar
aur
Hamza
Amr Bin Hisham
aur
Umar Bin Khattab
Umar Bin Khattab
aur
Abu Bakar
Hamza
aur
AbuJahal
Abul Waleed Utba Bin Rabee'ah ki peshkash ke jawab me Aap SAW ne uske samne kis surah ki tilawat farmai?
Surah Balad
Surah Yaseen
Surah Ha'Meem sajdah
Surah Mulk
Quraish ke wo kon teen bade bade sardar the jo raat ke andhere me chupkar Aap SAW ki tilawat ko sunte the?
Abu Sufiyan, Abu Bakar aur Akhnas
Abu Sufiyan, AbuJahal aur Akhnas
Abu Bakar, Umar aur Abu Sufiyan
Abu Zar, Abu Talib aur AbuJahal
Yahodi ulam'a ne Aap SAW ki sachai ka imtehan lene ke liey konse teen sawal kiey?
Ashaab-e-kahaf, Zulqarnain aur Yajooj Majooj
Ashaab-e-kahaf, ZulQarnain aur Rooh
Yajooj Majooj, ZulQarnain aur Rooh
Khizar o Moosa, Zulfiqar aur Yajooj Majooj
RasoolAllah SAW ki konsi do betiyon ki shadi Abulahab ke do betaon se hoi thi
Zainab aur Ummekulsum
Zainab aur Ruqayya
Fatma aur Ummekulsum
Ruqayya aur Ummekulsum
Islam me sab se pahle shahadat ka sharf kisko hasil hoa?
Ammar RA
Yasir RA
Sumayya RA
Zainab RA
Surah Lahab me "Hammalatul hatab ka laqab kise diya gaya?
Abujahal ki biwi Arwa ko
Abulwaleed ki biwi Umme Jameel ko
Abulab ki biwi Umme Jameel ko
Abusufiyan ki biwi Hinda ko
