WorksheetsMuttaqeen
Total questions: 8
Worksheet time: 6mins
Taqwa ka matlab hai...
Allah ka hukm maanna
Jin kaamo se Allah ne manaa kiye hai, un kaamo se ruk jaana
Apne aapko Allah ke gazab se bachaana aur Allah ki khushnudi paana
galat kaam karne walo se friendship rakhna aur unki baat maanna
إِنَّ اللهَ يُحِبُّ الْمُتَّقِيْن
المذنبين
الْمُتَّقِيْن
المتفكرين
النائمين
Muttaqeen ke liye kya rewards hai ?
Allah muttaqeen se muhabbat karte hai
Allah muttaqeen ki hifazat karte hai
Allah muttaqeen ke liye aasani karte hai
Allah inki help karte hai
Muttaqeen ko... (galat answer mark kare)
inko khoobsurat jannat milegi
acche amaal Allah qabool karte hai
Allah dhyaan nahi dete hai
qiyamat ke din yahi log oopar honge
kitne bhi good deeds karlo, koi faaida nahi hai
Hamare andar taqwa laane ke liye hamko kya karna hoga ?
daily quran padhna, usko samajhna aur follow karna hoga
Nabi Muhammad sallallahu alaihi wa sallam se muhabbat, unki respect aur unko follow karna chahiye
chaadar odhkar sona hoga
kuch bhi dhyaan dene ki zaroorat nahi hai. Allah aise hi hamare andar taqwa de denge
Allah ke Deen ki respect karna hoga
Taqwa laane ke liye hame...
gaib ki baato par imaan laana hoga
namaaz qaayam karna hoga
Acche akhlaaq banana hoga
Allah se help maangna aur sabr karna hoga
hamko jo karna hai wo karo. koi problem nahi.
hamare andar taqwa laane ke liye hamko Quran...
har roz padhna chahiye.
jab ustad aae to hi padhna chahiye. sunday ke din chutti.
Rishtedaar se milne jaae ya ghoomne jaae us din nahi padhna chahiye
kabhi kabhi padhna chahiye
Allah ka HUKM jo hamko follow karna hai aur jo Allah ne MANAA KIYE hai unse rukna hai.
YE HUKM AUR MANAA KI HUI BAATE HAMKO KAHA SE PATA CHALEGI ?
Sirf Quran se
Sirf Hadees se
Sirf Sahabaa se
Quran, hadees aur sahaba ko follow karne wale aalims se
Koi bhi deen ki baat bata de unse hamko seekh lena chahiye
