NEW
Font size
WorksheetsDay 8 surah Aal e imran
Total questions: 10
Worksheet time: 10mins
Surah Aal e imran ki jodi kya hai?
Surah Fatiha
Surah Baqarah
Surah Taghabun
Surah yunus
Allah ki mohabbat kaise milegi
Nabi ki itteba se milegi
Ache akhlaq se milegi
Sadqa karne se milegi
Shukar ada karne se milegi
Allah kisko pasand karta hai
Amanat dar ko
Muttaqi ko
Khoobsoorti ko
Munafiq ko
Jo maal Allah ki raah me kharch karte hai wo Allah k paas ------hai
Neki
Amanat
Ibadat
Saqawat
Allah ki raah me konsa maal /cheez kharch karna chahiye
Jo extra hai
Jo best/behtareen hai
Jo waste hai
Jo humari pasand ka nahi hai
Aag ki lagaam kise pahnayi jaaegi
Benamazi ko
Munafiq ko
Jhoot bolne wale ko
Zakaat na dene walo ko
Jo istetaat rakhta hai uspar hajj ------ hai
Farz hai
Maaf hai
Allah ki rassi kise kahte hai?
Namaz
Quran
Hadees
Hajj
Jiski taaleem Quran aur hadees se hatke hai use ----- kahte hai
Gunahgar
Firqa
Munafiq
Jhoota
Jung e uhad me kitne musalman the
313
1000
3000
500
