NEW
Font size
WorksheetsSurah Aal-e-Imran day 9
Total questions: 15
Worksheet time: 15mins
Hidayat dena ya Gumrah karna Allah taala ke haath me hai
True
False
Jung-e-Uhud me kitne sahaba shaheed hue the?
80
70
100
90
Jannat ki keemat kya hai?
a.Momin ki jaan
b.Momin ka maal
Momin ki ummeed
Both a and b
Shahadat ke waqt shaheed ko kitni takleef hoti hai?
Bohot takleef hoti hai
Bilkul takleef nahi hoti
Chumti kaatne waali takleef hoti hai
Allah taala ki bohot badi nemat konsi hai?
Aulaad
Maal
Narmi
Ache aqlaaq
Allah taala jiske saath bhalai karta hai use ______ ata karta hai
Imaan
Maal
Azmaish
Narmi
Jung-e-Uhud me musalmano par ______ ki mohabbat ki wajah se museebat aayi
Aulad
Maal
Jaan
______ karna sunnat hai
Mashwara karna
Gussa karna
Namaz padhna
Momin aur Munafiq ke beech _______ farq karti hai
Maal
Azmaish
Firqa
Fitrat
Allah taala ki raah me marne wale
Zinda hai
Murda hai
Maal jama karne walo ko kya azaab hoga?
Unko khaulta pani pilaya jaega
Unke kaan me pigla hua loha daala jayega
Unke gale me tauq daali jayegi
Momin ki asal kamyabi kya hai?
a.Jahannum ki aag se bachna
b.Jannat me daaqil hona
Dunya ki kamyabi
Asaan maut
Both a and b
Allah ka zikr kab karna chahiye
Fajr ke waqt
Raat ko
Har waqt
"Aye kaash..." kon kehta hai?
Shaitaan
Munafiq
Kaafir
Musalman
Sayyadush Shuhada kiska laqab hai?
Hamza r.a
Umar r.a
Abu bakr r.a
Ali r.a
