WorksheetsFlashquiz~Kidsjuzz30~Recap
Total questions: 7
Worksheet time: 4mins
Name
Class
Date
1.
Qayamat mai log ek dusre se ___ hojayenge
a)
Sath sath
b)
Alag alag
c)
Family ek Sath
d)
Relatives ke sath
2.
Firoun kaisa shaqs tha?
a)
Sarkash
b)
Tugyaan
c)
Jhoot bolne wala / Nafarmaan
d)
All the above
3.
Qayamat ke din Jahannum ko ____laaya jayega
a)
Dur kardiya
b)
Khatam kardiya
c)
Khareeb laaya
d)
Bhuja diya jayega
4.
Abrar kise kehte hai?
a)
Badi neki karne hai
b)
Choti neki karne wala
c)
Har Qisam ki neki karne wala
d)
None of the above
5.
Mutaffieen kise kehte hai?
a)
Zyada dena
b)
Dandi marna
c)
Achi cheez dena
d)
Buri cheez dena
6.
Insaan Aahista Aahista kaha barh raha hai
a)
Neki ki taraf
b)
Allah ki taraf
c)
Jannat ki taraf
7.
Nasihat kis ko faida degi?
a)
Jo darte hai/khashiyat rakhte hai
b)
Jo baat nahi sunte
c)
Jo thodi baat maante thodi nahi
100 %
