WorksheetsSunday SPL Islamic Quiz
Total questions: 15
Worksheet time: 8mins
Allah Ta'ala ne Musa (as) se kitne Raato (nights) ka wada kiya tha?
50
20
40
10
Musa (as) ke jaane ke baad bani israel ne kisko poojna (ibadat karna) shuru kardiya tha?
Mutri (idols)
Bachda (cow)
Tasweer (photo)
Kitaben (Books)
Allah Ta'ala me Musa (as) ko ____ Aata kiya tha?
Kitaab
Maujizaat
Idol (murti)
Both A and B
Allah Ta'ala ne bani israel ki Tauba Qubool ki thi?
Yes
No
Allah Ta'ala ne bani israel ke upar kya ehsanaat kiye the?
Badal ka saaya
Man o Salwa utara
Behtareen khana
All the above
Allah Ta'ala ne kaha basti mai sajda rez hote hue guzro aur apne zabanon se ____ kaho
Hintatun
Hittatun (humare gunah maaf farma de)
Al - khaliq
Allah Bada hai
Moosa (as) ke Maujizaat !
Laathi (stick) jo pathar par marte to chashma phoot nikalta
Tauraat
Lathi (stick) jab zameen par maare to wo Sanp mai badal jaata
All the above
Bani israel ki Qaum ___ karte the?
Allah ki Ayat se kufr
Nabiyo ka Na haqq Qatal
Allah ki ita'at
Both A and B
Allah Ta'ala ne Musa (as) ko Sahife (Tauraat ke) konsa pahad par diye the?
Pahad e Uhad
Pahad e toor
Pahad e jabal
Rabbi zidnni ilma
Musa (as) ne jab kaha ke tum log ko Allah Hukm deta hai k Gae (cow) zubah karo to unke Sawal kya the?
Uska rang kaisa ho?
Hamare liye mahiyat (Kaifiyat) bayan karen
Mazed Mahiyat (more information)
All the above
Jo log kitab sirf zaheri Alfaz ko hi jaante hai aur us par Amal nahi karte unke liye __ hai !
Jannat
Kamiyabi
Wayl (halakat)
Mahel
Jahannum kis ke liye hai?
Jo Allah ki Ayat ko jhutlate hai
Allah ki Ita'at karne wale
Bure kaam aur Allah ki Nafarmani karne wale
Both A and C
Jab Bani israel ko Koi baat (Musa (as) sunate to wo kehte hum ne suna aur ____ ki
Ita'at ki
Nafarmani ki
Amal kiya
Imaan laaye
Mohammed (s) ke Qalb (seena) par Quran kis ke Zariye utara gaya
Mikael (as)
Israfel (as)
Jibreal (as)
Izrael (as)
Allah kiska Dushman hai?
Jo Allah ka dushman ho
Jo Farishton ka dushman ko
Jo rasoolo ka dushman ho
All the above
