NEW
Font size
WorksheetsB21~Flashquiz~SURAH-LUQMAN~Day#99
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Saari neymatein milne ka bawajood, insan Allah taale se ___ karta hai. ( Ayah 20).
Jhagda
Bharosa
Mazaaq
Ignore
Kitaabin muneer kya hai?
Bukhaari
Muslim
Quran
None of the above
Kiski pairwi karna chahiye?
Allah ki
Baap Dada ki
Walidain
Bhai Bahen
Muneera kise kehte hai
Khud munawar ho [Enlightened ho]
Mahool ko Munawwar karden [Enlightened]
Both A and B
Roshani
Allah Ta'ala ke liye dubara paida karna kaisa hai?
Mushkil
Thoda Difficult
Bohat Easy jaise pheli dafa paida kiye the
Impossible
Sabbar ka maana
Bohot zyada shukr karne wala
Baar Baar / Bohot zyada Sabr karne wala
Bohot zyada na shukri karne wala
Inkaar karne wala
Muqtasid ka kya matlab hai?
Extreme ( Bahut zyada)
Moderate (darmiyani chal)
Low ( Halki chaal)
None
Dhokebaaz/ghuroor koun hai?
All Insaan
All Jinn
Iblees (Shaitan)
All the above
In mai se Kounse uloom sirf Allah hi ke paas hai?
Ilmu Saa'a (Qayamat)
Ghais ( Baarish after dryness)
Arhaam (Maa ke pet me kya hai)
Taksibu Ghada( kal kya kamayega) / Ardhin Tamoot (kahan maut aayegi)
All the above
Qayamat ke din Na to Baap apne bete ke kaam Aayega aur na hi beta apne baap ke kaam!?
True
False
