NEW
Font size
WorksheetsSeerat-Un-Nabi~FlashQuiz~Day#54
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
As per Hadees, musalmaan jabtak momin nahi bansakta jab tak _____ ki mohabbat sab se zyada ho?
Mohammad (saw)
Walidain
Spouse
Aulaad
Umme Ammarah ne jung me, apne bete ko zakhmi dekh kar kya kaha?
Sojao
Aaraam karo
Utho Nabi (saw) ki taraf jao
Rone Lagi
Wo sahabiya koun thi, jo aap(saw) ko protect karne ki niyyat se jung me shamil hojati hai?
Bibi Ayesha (RA)
Nusaiba binte Kaab(RA)
Fatima binte Muhammed(saw)
Bibi Safiya(RA)
Aap (s) ne kis sahabiya ke bare me kaha ke me jahan dekhta hon wohi nazar aati hai hain
Umme Ammarah (RA)
Ayesh (RA)
Fatima (RA)
Nabi hone ka daawa koun kar raha tha?
Habeeb bin zaid(RA)
Musailma
Abdullah bin Zaid( RA)
None
Apne bete ki shaheed hone ki qabar sunkar, Umme Ammarah ne kya kaha?
Chilla kar Rone lagi
Khamoosh hogayi
Allah taala se sawaab ki talab karti hai
All the above
Kounse sahabi ne, Jung e Badr aur Jung e Uhud dono me jhanda uthaya tha?
Umme Ammarah(RA)
Hamzah (RA)
Musaib bin Umair (RA)
Ali (RA)
Islam me Noha karna haraam hai !!
True
False
Hamza (RA) ki laash ke saath behurmati karne waali aurat koun thi ?
Hind
Hala
Hafsa
Humera
Aap (s) ke haato se qatal hone wala shaqs ?
Uqba bin Abi muit
Ubai bin khalaf
Ummiya bin khalaf
