WorksheetsIslamic studies
Total questions: 6
Worksheet time: 5mins
Name
Class
Date
1.
Huq ka Final proof kya hai ?
a)
Baap daada
b)
Qur'an and Sahih Hadith
c)
Majority
2.
Do aalim ka ikhtelaaf ho toh kon sahih hoga?
a)
Jisko ham follow karte hain unki baat maanenge
b)
Jis ki baat Quran aur hadith ke mutaabiq ho
c)
Jo hamari Raye k mutabiq sahih ho
3.
Fahem salaf se kya maani hai ?
a)
Sahaba aur taabaeen ka raasta
b)
Chaar imaam ka raasta
c)
Sabhi raaste salaf ke raaste hain
4.
Sahih manhaj kya hai isko Janna zaruri hai ya nahi
a)
Zaruri hai
b)
Zaruri nahi
5.
Kiska raasta sahih hoga?
a)
Sahaba رضي الله عنهم ka raasta
b)
Majority ka raasta
c)
Baap daada ka raasta
d)
Chaar imaam ka raasta
6.
Agar aapko sahih raaste par chalna hai toh kya karna hoga?
a)
Sahih raaste ka ilm haasil karna hoga
b)
Kisi bhi raaste par chalna sahih hai
c)
Chaar imaam mein se kisi ek ke piche chalna hoga
100 %
