wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Ramazan ke Fazail & Masail Day#03

Total questions: 10

Worksheet time: 5mins

Name
Class
Date
1.

Quran ke nuzul ka maqsad?

a)

Hidayat& Furqan - insan ke liye

b)

Sirf (rawa) padhna

c)

Zindagi me Multiple times quran padhna

2.

Quran par tadabbur and tazakkur kaun karte hai (surah Saad- 29)?

a)

Bewaquf

b)

Akhalmand

c)

Fikarmand

d)

Both B & C

3.

Hamara celebration kaisa hona hai?

a)

Patake n enjoyment

b)

Behayai ke rusumat

c)

Allah ki ibadat

d)

Naach Gana

4.

Atak atak ki tilawat karne wale ko______

a)

Gunah milta hai

b)

Tilawat ka x2 ajr

c)

Tilawat ka adha ajr

5.

Jo ramazan me raat me qiyam kare iman and sawab ke niyyat se uske _____

a)

Jannat ki basharat

b)

Guzishta saare gunah maaf

6.

Taraweeh kitni rakaah padhna hai (maximum rakah)

a)

20

b)

8

c)

16

d)

Jitni chahe utni

7.

Farz namaz ke baad afzal namaz konsi hai?

a)

Chaasht ki namaz

b)

Tahajjud

c)

Salatul kusuf

8.

Dil ke Khuful (Lock) kya hai?

a)

Gunah

b)

Jahalat

c)

Baap dada ke Tareekhe

d)

All the above

9.

"Qiyam ul Layl" ka maana kya hai?

a)

Fajr ki baad ki Namaze

b)

Dopeher ki Namaze

c)

Raat ki Namaze

10.

Aurtein Jamat se Taraweeh ki Namaz?

a)

Chahe toh padh sakte hai

b)

Padhna Laazim hai

c)

Padhna Farz hai