NEW
Font size
WorksheetsMaana Al-Quran : Ramdan 2023 (Day 06)
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Maaf kar dene se Allah ta'la ___ mai izafa farmata hai
Izzat
Maal
Kaami
Neakiya
Safar me pani na milne par humein kis cheez se wazu karna hai?
Kapdon se
Na paak mithi se
Paak mithi se
Chup chap namaz padle
Allah ki lanat kis par hai ?
Jadoo karne walon par
Eman walon par
Zakat aada karne walon par
Roza rhakna walon par
Quran me kitne paigambar ke bare zikr kiya gaya hai?
23
24
25
21
Esa (a.s) ____ hai
Khuda
Allah ke rasool
Allah ka beta
Christians ka god
Surat Ul-Maida me kitne aayaten hai ?
120
123
200
125
Esa ibne Maryam khuda kehane wale kidar jayege..?
Jannat
Jahannam
Qabr
Mizan
jo azaan ke baad ____ liye dua-e waseela karega woh rasool(s.a.w) shifaat ka mustahiq hoga
Ibrahim(a.s)
Rasool(s.a.w)
Esa(a.s)
Allah
Vo konse paighambar hai jis ko allah taala ne aasman par uthaliya hai ?
Esa(a.s)
Mysa (a.s)
Rasoon (s.a.w)
Ibrahim (a.s)
Chori ki saza kya hai ?
Unka haath kaatna
Unka zuban kaatna
Unko 100 baar marna
Pattar (rocks) se marna
