NEW
Font size
WorksheetsMaana Al-Quran : Ramdan 2023 (Day 18)
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Tauheed ke kitne qisme hai?
2
1
4
3
Har kaam ki shuruwaath kaisa karna chahiye ?
Allah ke naam se
Shaitaan ki yaad se
Rasool(s.a.w) ko darood pahunchate
Adam(a.s) ki nishani se
Surah An - Noor me kitne aayaten hai?
64
44
34
66
Allah ne zaaniya aurat aur zaaniya mard par kya karne ka hukum diya (unmarried)
Patthar maar kar sangsaar karna
Mard ko 60 kodey , aurat ko 50 kodey
Har ek ko 100 kodey maaro
Maaf kardena chahiye
Kounse surah me auraton ke khususi masayal bayan kiye gaye hai
Surah An-Noor
Surah Nisa
Surah Ahzaab
Ye sob sahi
Baccho ke liye walidein ke kamare me kab ijazat lena hai ?
Subah ki namaz se pehle
Dopeher mein
Isha ke namaz ke baad
Ye sob sahi
Ghar me dakhil hone ke aadab
Salam karna hai
Jawab na ane par wapas chale jaye
Izzazat talab karna hai
Ye sob sahi
Aurat ke liye ___ ghar se bahar nikalna jayez nahi.
Parda karke
Khushboo lagakar
Ye sob sahi
Bhaiyon ke
Auraat ___ ki ijazaat aur raazamandi ke bagir khud apna nikkah nahi karsakti.
Wali
Mouzan
Rasool(s.a.w)
Maa
Zameen aur asman ka badshah koun hai
Allah
Rasool(s.a.w)
Shaitan
Adam(a.s)
