NEW
Font size
WorksheetsMaana Al-Quran: Ramdan 2023(Day 29)
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Surah Al - Haqqah me kitne aayaten hai ?
30
52
53
54
___ ki rozana tilawat azaab-e-qabr se mehfooz rakhti hai
Surah Al-Mulk
Surah Al - Insaan
Surah Al-Mursalat
Surah Nuh
Qabr me azaab kyun hota hai ?
Chugli karne se
Peshaab karte waqt aadh nahi karne se
Shirk karne se
Ye sob sahi
Qayamat wale din allah ta'la apni pindlii kholey ga tho kiss tarha ke log sajda na kar sakenge?
Momin mard
Momin aurat
Duniya me riyakari karne wale
Ye sob sahi
Jannat me ___ darje honge .
10
100
1000
2
Jinno ke rehne ki jagah kya hai ?
Viran Jagah
Ye sob sahi
Gandi Jagah
Kafir wa mushrikeen jahannum me ___ farishte hi samjte hai.
19
20
18
17
__ hazar farishte rozana allah ki ibadat ke liye baitul mamoor mai dakhil hote hai,phir qayamat tak inki bari nahi aayegi.
70
80
90
60
Surah Dahr kiss surah ko kehate hai?
Surah Al - Insaan
Surah Al-Mulk
Surah Al - Qiyamah
Surah Al - Jinn
Jannat me sharaab ke jaam pilaye jayenge jisme ____ ki aamezish hogi
Soonth
Pani
Loung
Ye sabi sahi
