NEW
Font size
WorksheetsAqeedah (1)
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Rabb ka matlab hai paalne wala/ Parwarish karne wala.
True (Saheeh)
False (Ghalat)
Muhammad Sallallaahu alaihi wasallam Farishta the.
Saheeh
Ghalat
Hamare aakhri Nabi koun hain?
Muhammad Sallallahu alaihi wasallam
Nooh Alaihissalaam
Adam Alaihissalaam
Ibraheem Alaihissalaam
Moosa Alaihissalaam
Allah ke alawa, Ghaib ka ilm kis kis ko hai?
Muhammad Sallallahu alaihi wasallam ko
Anbiyaa ko
Farishtoun ko
kisi ko nahi . (sirf Allah ko hai)
Laa ilaaha illallaah ka matlab kiya hai?
Koi mabood e barhaq nahi hai.
Allah Ta'aala bhi mabood hain.
Nahi hai koi mabood e barhaq siwae Allah ke.
Muhammad Sallallahu alaihi wasallam Allah ke Rasool hain.
Butoun ki ibadat karna, sooraj ko sajdah karna waghera.
Shirk e Akbar
Shirk e Asghar
Mushrikeen Makkah Allah ko Rabb mante the?
ji haan, Rabb mante the.
ji nahi, Rabb nahi mante the
"Allah ek hai". yeh kis ibarat ka meaning hai?
Qul Huwallaahu Ahad
Laa ilaaha illallaah
Rasool ullaah Sallallaahu alaihi wasallam ne 13 years tak Makkah me kis baat ki dawat dete rahe?
Namaz ki
Towheed ki
Islam ke tamam arkaan ki
Jinn o ins ko kiyu payda kiya gaya?
Koi Maqsad nahi
Ibadat ke liye
Padhne likhne k liye
khel kood ke liye
