NEW
Font size
WorksheetsAadaab - Exam [ June 12 ]
Total questions: 50
Worksheet time: 25mins
Salam karme me ___ karna chahiye aur ___ awaaz me karna chahiye.
Pehla , Buland
Buland , Narmi
Pehla , Narmi
Manjlis me dakhil hote waqth aur manjlis se nikalte waqt salam karna ___ hai aur bacchon ko salaam karna ___ hai.
Sunnat
Masnun
Wajib
Farz
Sirf assalamu alaikum waramatullah kehne par ___ nekiyaan milengi
10
20
30
40
Izzazat kitne martaba talb karna chahiye ? Calling bell hotho kitne baar bajana chahiye ?
1 , 2
3 , 3
2 , 2
2 , 3
mardoon ke liye ___ istemaal karna haraam hai
silver
reshmi libaas
attar
watch
____ ki khal par baitna aur uspar safar karna mana hai.
cheeta
baqra
oonth
kutta
___ko 40 din se zyadah choodh na jayaz nahi
haiz
sharam gahke balon
nakhun
ye sob galath
Touba annasool ke liye mandarja zeel sharayat kya hai
Fouran uss gunaah ke kaam se rukjaana
Apne kiye huye par sharminda ho
Aayinda woh gunaah na karne ka pakhta iraada kare.
ye sob sahi
haram kaam kya hai ?
ruksar ko peetna
girehbaan ko chak karna
faahiliyath ki tarha cheekhna
ye sob sahi
2 qiraat ka miqdaaf kya hai ?
2 baadee (ohad) pahaad ke baraabar
2 baadee (safa ) pahaad ke baraabar
2 baadee (marvah ) pahaad ke baraabar
ye sob sahi
Maiyyat ko dafan karne ke baad uske paas kounse farishte ate hai ?
malkal mout
yajooj majooj
munkir nakeer
jibraeel (a.s)
Jo shaqs kisi maiyyat ko gusul de ( vo usme koyi ayib dekhe) tho usse chahiye ke vo parda poosha kare aysi karne ki surat me ﷲ usse __ martaba maaf farmaye ga.
50
30
60
40
safar ke liye __ din intezaar karna mustahab hai
jummeraath
juma
peer
mangal
barkat kissme hai ?
pehle waqt me
akhri waqt me
shamm ke waqt me
dopher ke waqt me
Raaste me agar kahi chadhaav ho tho ___ kahe aur eytaar ho tho ___kahe.
allahu akber , bismillah
allahu akber , subhanallah
bismillah , subhanallah
subhanallah ,allahu akber
kiske dua allah qubool kaleta hai ?
mazloom
musafir
aulaad ke haq me baap ki dua
ye sob sahi
__azaab ka ek tukda hai
bazar
neend
safar
izzath
__ne apne bete ko naseehat karte huye farmaya tha : Aye mere bete ! Namaz qayam kar aur bhalayi ka hukum de aur burayi se rook aur (iss raah me) jo musibat pahunche uss par sabr kare.
Hazarath Luqman (a.s)
Hazarath Aadam (a.s)
Hazarth Yusuf (a.s)
Hazarath Ibraheem (a.s)
khane aur peene ke saamne kya kehna chahiye ?
alhamdulillah
subhanallah
bismillah
astaghfirullah
kitne chhezon ke bagir ilm hasil nahi karsakte ?
6
5
4
3
allah uss shakhs par __ farmaye jo qareed wa farokht aur qarz wasool karte waqt narmi se kaam leta hai.
barkath
maghfirath
rehem
ye sob sahi
befazool kharchah karne wale ?
shaitaan ka bhai
shaitaan ki bahen
shaitaan ka baap
shaitaan ki maa
Padhosi ki gair moujoodgi me usske maal wa doulat ki aur uss ki izzat wa abaroki hifazat karna zaroori hai agar woh pareshan haal ho ya mohtaaj ho toh usski madad karna ___ hai
sunnath
mustahab
nafil
faraz
___aadmi ise hain jinse allah mohabbath karta hai
2
3
4
5
auratoon ko raaste ke __chalnaa chahiye
darmiyaan
kinara
beech
ye sob sahi
Mardo aur auraton ko chahiye ke wo apne nighayee __ karke chale.
neeche
upper
daaya
baaya
Manjalis me dakhil hote aur nikalte waqt ___ karna chahiye.
dua
salam
wazu
tayammam
Jo koyi kissi qhoum ke baato ku sunne ki khoshish kare jab ke vo usse na pasand karte hotho qiyamat ke roz uske dono kaan me ___ daldiya jayega.
loha
taambu
seesha
aag
Baachey khala kar guftagu karne wale se muraad kon hai ?
takabbur karne wala
guftagu karne wala
geebath karne wala
choori karne wala
Tamam ikhtilaf masail ka wahid hal ___ hai.
quraan wa bayaan
quraan wa hadees
hadees wa bayan
ye sob galath
Kisi duniyavi mamile me ikhtilaf ki vajah se agar ranjish paida ho jaaye to ___din se jyada taluq khatam karna jayaz nahin hai.
2
3
4
5
islaam me kiska bhi __ hargeez nahi karna chahiye
salaam
dua
mazaakh
ye sob sahi
___ masjid ate waqt khushbu na lagaaye aur na zeenat yekhtiyaar kare.
Auratein
Mard
bacchen
ye sob loog
___khakar masjid me nahi aana chahiye
pyaaz
salgam
lassan
ye sob sahi
Quran ki tilawat oong ya neend ka galba hooto tilawat se __ chahiye
rukhjana
tayaam karn
buland azaaz se padhna
ye sob sahi
Quran seeno se nikal jaane me us ____ se zyada teez hai, jo rassi se banda hua hai aur rassi kholne se par nikal bhagta hai.
bakri
oont
cheetah
gaay
Khaas khaas waqia par dua ke alfaaz ___ baar dohrana masoon hai.
3-3
2-2
2-3
3-2
masjid ko __ nahi banana chahiye
guzargah
nigraaan
andhera
ye sob galath
Dua se pehle wazu karna aur qibla rukh hona ___ hai.
nafil
mustahab
sunnath
ye sob sahi
Sab se buri ___ wo hai jiss me gareebon ko chodkar sirf maaldaron hi ko madoo kiya gaya ho.
dawath
dua
tohfa
ye sob galath
___dinse zyadah mehmaan bankar kiske ghar me __ chahiye
2 , nahi rehna
3, nahi rehna
2, rukjana
3, rukjana
masjid me __karna manaa hai
naamz padhna
wazu karna
qareed wa farookht
ye sob sahi
logon ke galatiyaan__ karna chahiye aur unki __ &__ke mutabiq __karna chahiye
maaf,samajh,halaq,guftagu
guftaguu, maaf ,mulakaath,samjh
maaf,mukhaam,halaq,gutagu
samajh,halaq,guftagu, maaf
___ me mukammmil__ hoo,___hargeez naa ho
mazaakh , sachayi,jhoot
sachayi ,jhoot,mazaakh
jhoot,mazaakh,sacayi
sachayi ,mazaakh ,jhoot
april fool ___ me shamil hai
mazaakh
mutalif
muzammil
ye sob sahi
___ ke ehmiyat ko samajhe aur lamha lamha ka khabar kare kyunki ___ ka ziya daar hakitha amar kaziya hai.
ilm
waqt
dua
salam
ham kiski tarah salam nahi karna chahiye ?
yahoodi
musalmaan
musafir
kaafir
dua ki ___ par yaqeen rakhna chahiye . dua ___ afzal me maangni chahiye
qubuliyath ,azeh
qubuliyath,jamia
jamia,qubuliyath
afzal ,azeh
Khaane peene ke garam cheezon me ___ marna mana hai, aur khaane peene ke bartan me__lena mana hai.
saans ,paani
saans ,phoonk
phoonk ,saans
garam ,phoonk
teen saans me khana ___hai & ghutnoon ke bal pairoon par khana __ hai
mustahab
farz
wajib
sunnath
