wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Umooor -E- gaib = 13

Total questions: 6

Worksheet time: 3mins

Name
Class
Date
1.

Jiss ka namaaye aamaal baaye haat me diya jaaye toh unka hisaab ------- hoga ?

a)

mushkil

b)

aasaaan

c)

do bhi sahi

d)

do bhi galat

2.

Museebaton ke waqt zingadi guzaarne walon ka hisaab mushkil hota hai ?

a)

woh sahi hai

b)

woh galat hai

3.

Jin ka namaaye amaal allah talla sar sari tour par deta hai toh ka hisaab ------- hoga

a)

mushkil

b)

araam se

c)

ye do galat hai

4.

Jisske namaaye aamaal peet phiche se diya jaayega toh woh ----- ko pukaarega ?

a)

Mout ko

b)

allah ko

c)

jannat ko

d)

neak aamaal ko

5.

Jisne kisi musalmaan ka maal khareeda aur maal waapas na liya Allah qiyaamath ke roz kya karengga ?

a)

usska gunaah usse dega

b)

usse jannat dega

c)

unka hisaab asaan karega

d)

ye sab galath hai

6.

Jo Duniya me logon ke saath Aasaani karta tha uska hisaab ------- hoga

a)

Aasaaan

b)

mushkil