wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Seerat quiz

Total questions: 15

Worksheet time: 8mins

Name
Class
Date
1.

Piyaare aaqa Hazrat muhammad ﷺ kaha paeda hue?

a)

Makkah mukarramah

b)

Madinah munawwarah

c)

Habshah

2.

Piyaare aaqa Hazrat muhammad ﷺ ka naam muhammad kisne rakha??

a)

Allaah tala

b)

Abdul muttalib

c)

Hazrat aminah

3.

Piyaare aaqa Hazrat muhammad ﷺ ka dusra naam kia tha??

a)

Haadi

b)

Maahi

c)

Ahmed

d)

Abdullaah

4.

Piyaare aaqa Hazrat muhammad ﷺ ke waalid ka inteqaal kab hua??

a)

Jab piyare aaqa 6 saal ke the

b)

Jab huzoor 8 saal ke the

c)

Jab huzoor paedah hi nhi hue the

5.

Piyaare aaqa Hazrat muhammad ﷺ ke walidah ka inteqaal kab hua??

a)

Jab piyaare aaqa paedah hi nahi hue the

b)

Jab huzoor 6 saal ke the

c)

Jab huzoor 8 saal ke the

6.

Piyaare aaqa Hazrat muhammad ﷺ ke dada ka inteqaal kab hua?

a)

Jab huzoor 6 saal ke the

b)

Jab huzoor 8 saal ke the

c)

Jab huzoor 10 saal ke the

7.

Piyaare aaqa Hazrat muhammad ﷺ dada ke baad kiski parwarish me the??

a)

Hazrat abbas rz

b)

Hazrat Abu talib

c)

Abu laheb

8.

Piyaare aaqa Hazrat muhammad ﷺ ka jab pehla nikaah hua us waqt aapki umr kia thi??

a)

30 saal

b)

25 saal

c)

20 saal

9.

Jab ka'batullaah ki dubaarah taameer hui deewaare uth gai tho khabeele ke sardaaron me kis baat ka jhagda hua??

a)

Pehle koun tawaaf karega

b)

Pehle koun ka'bah ko chooega

c)

Hajre aswad ko koun uski jagah pr rakheg.

10.

Jis waqt ye jhagda horaha tha aur huzoor ne aesah faeslah farmaya jisse ladai khtm hui uswaqt aapki umr kia thi??

a)

30

b)

35

c)

40

11.

Piyaare aaqa Hazrat muhammad ﷺ ko nabi banaa gaya??

a)

40

b)

39

c)

35

12.

Piyaare aaqa Hazrat muhammad ﷺ kitne saal tak islaam ki chup chup kr dawat di??

a)

4

b)

3

c)

2

13.

Piyaare aaqa Hazrat muhammad ﷺ total Makkah me kitne saal rahe hain??

a)

43

b)

53

c)

50

14.

Piyaare aaqa Hazrat muhammad ﷺ madinah munawwarah me kitne saal rahe hain??

a)

20

b)

15

c)

10

15.

Piyaare aaqa Hazrat muhammad ﷺ ki total umr mubarak kitni thi??

a)

63

b)

60

c)

58