Wayground logo

Free Printable Worksheets

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

B21-QURAN-TAFSEER-SURAH-Momin-DAY-150

Total questions: 10

Worksheet time: 5mins

Name
Class
Date
1.

Jo dua nhi mangte wo___karne wale hain

a)

Shukr

b)

Sabr

c)

Takabbur

d)

Kafi

2.

Jo dua nahi karte unka anjam __hai ?

a)

Jahannum

b)

Jannat

c)

Saqt saza

d)

Be Izzati

3.

Allah Ta'ala ne Raat ko __ ke liye banaya hai

a)

Paise kamane

b)

Sukoon Hasil karne

c)

Jagne

d)

Kaam karne

4.

Allah taala jis cheez ka irada karta hai , kehta hai ____

a)

Faya-kun

b)

Kun

c)

Allahuakbar

d)

Bismillah

5.

Jisne Quran ko Jhutlaya hai unke liye kya Azaab hai?

a)

Dozak ki aag mai dale jayenge

b)

Zanjeer aur Tauq mai Jakre jayenge

c)

Khaulta pani ki taraf jayenge

d)

All the above

6.

Dozakh ki aag me kis ko daala jayega ?

a)

Takabbur karne wale

b)

Allah ki Ayat per jhagadne wale

c)

Shirk karne wale

d)

All the above

7.

Hum____Waseela banake dua mang sakte hain

a)

Allah ke naam ka

b)

Apne nek amal ka

c)

Both A and B

d)

Ambiya ka

8.

Ambiya aur Rasool ke pass Taqat hoti hai har cheez karne ki

a)

True

b)

False [Sirf Allah hi ke pass Har cheez ki taqat hai]

9.

Allah ki Qudrat per gour o fikr karne se Allah ki___hasil hoti hai

a)

Qurbat

b)

Duri

c)

Gussa

d)

Narazgi

10.

Iman aur taubah qubool nahi agar___ nazar aajayen

a)

Malakul maut

b)

Jibriel a.s

c)

Nek log

d)

Allah