WorksheetsBHAGWAN MAHAVIR QUIZ - JANEF 2024
Total questions: 30
Worksheet time: 9mins
Where was Lord Mahavir born?
Ayodhya
Pavapuri
Kundalpur/Shatria Kund
Dwarka Nagari
Bhagwan Mahavir ke Pratam (first) Mata ka naam?
Trishala
Devananda
Yashoda
Priyadarshana
Name the symbol of Lord Mahavir?
Tiger
Elephant
Lion
Bull
Bhagwan Mahavir ke Chacha(uncle) ka naam?
Suparshva
Jamali
Arjunmali
At what age did Bhagwan Mahavir attain Keval Gyaan?
40 Years
30 years
72 years
42 years
Bhagwan Mahavir ke Shubh Lakshan kitne thee?
108
1008
1080
1800
Bhagwan Mahavir ke pratam pita(father) ka naam?
Siddharth
Nandivardan
Rishabdatt
Dasharath
Bhagwan Mahavir ke total Shravak kitne thee?
139,000
159,000
318,000
15900
Bhagwan Mahavir ko kevalgyaan kaunse aasan mein hua?
Vajraasan
Padmaasan
Godhuaasan
Shavaasan
Bhagwan Mahavir ki Moksh kalyanak tithi (Nirvaan)?
Chaitra sudhi teras
Karthik vad Amavasya
Vaishak sudhi dashmi
Aashaad sudhi pacham
Name the 5th Swapna (Dream) of Trishla Mata?
Lakshmi Devi
Pushp Ki Mala
(Garland)
Surya (sun)
Dhwaja(flag)
Bhagwan Mahavir ne diksha se pehle ek din mein kitna Daan diya?
1 crore 11 lakh
sone ki mahure
8 crore 1 lakh
sone ki mahure
1 crore 8 lakh
sone ki mahure
1 crore 80 lakh
sone ki mahure
Bhagwan Mahavir ne kaha se aakar janm liya?
4th devlok se
12th devlok se
7th devlok se
10th devlok se
Bhagwan ko diksha lete he kaunsa gyaan hua?
Mathi Gyaan
Avidhi Gyaan
Keval Gyaan
Manparyav Gyaan
Bhagwan Mahavir ke total kitne Saadhu thee?
36000
14000
3,16000
1,18000
Bhagwan Mahavir ke bhai (brother) ka naam?
Chetak Raja
Jamali
Gautamswami
Nandivardhan
Bhagwan Mahavir par tejoleshya kisne dali?
Vaidhya ne
Devo ne
Goshalak ne
Jamali ne
Bhagwan ke kano(ear) mein se khile kisne nikale?
Swayam Ne Nikale
Goshalak
Kharak naamak vaidhya
Devo ne
Bhagwan ne sabse jyada chaturmas kaha kiye?
Pavapuri
Kundalpur
Rajagriha Nagari
Vaishali Nagari
Bhagwan ke 27 bhav mein Manushya ke kitne bhav kiye?
10 bhav
1 bhav
5 bhav
14 bhav
Tirthankar kaunsi gati se aate hain?
Narak & Manushya Gati
Tiryanch & Dev Gati
Narak & Dev Gati
Narak & Tiryanch Gati
Bhagwan Mahaveer ka Nirvaan Nakshatra?
Fhalguni Nakshatra
Swathi Nakshatra
Ashwin Naksahtra
Rohini Nakshatra
Bhagwan Mahavir ki Diksha kaunse vriksh ke niche hui?
Shaal Vriksh
Aam Vriksh
Paan Vriksh
Ashok Vriksh
Name of 11th Gandhar?
Metarya Ji
Prabhas Ji
Sudharmaswami Ji
Mauryaputra ji
Bhagwan Mahavir Swami moksh jane se pehle kitne samay deshna di?
42 hrs
24 hrs
48 hrs
45 hrs
Name the 13th Swapna(dream) of Trishla Mata?
Divya Vimaan
(Celestial Plane)
Kamal Jheel
(Lotus Lake)
Rathno ka Dher
(pile of Gems)
Kalash
Bhagwan ne kaunse bhav mein tirthankar naam karm ka bandh kiya?
Nand-Raja ke bhav
Nayasar ke bhav
Marichi ke bhav
Tripushta Vasudev ke bhav
Bhagwan Mahavir ka Diksha Nakshatra?
Swati Nakshatra
Fhalguni Nakshatra
Bhadra Nakshatra
Ardra Nakshatra
Bhagwan Mahavir ke 5 Sidhaantho mein se 1 sidhaanth?
Jai Jinendra
Jinshashan
Vandami
Aparigraha
In which language did Lord Mahavir Preach( gave Updesh)?
Gujrati
Sanskrit
Prakrit
Hindi
