WorksheetsTQ~Juz-02~FlashQuiz~Day#22
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Yujibuka يُعْجِبُكَ ka matlb kya hai ?
Gussa dilati hai apko
Khush karti hai apko
Bhool jati hai apko
Dukh deti hai apko
Zuyyina (زيّن) Ka Meaning
Muzayyan kardi gayi
Zeenat kardi gayi
Beautify
All the above
Kharch kahan hona chahiye?
Sirf apne liye
Halal aur faida mand jagah par
Sirf doston ke liye
kahi bhi nahi
Sahaba ikraam Mohammed ( ﷺ ) se sawal Kyu karte the
Malumaat hasil karne/ Ilm hasil karne
Ahkaam ke khilaaf jaane
Nuqs nikalne
All the above
____ se hame bachna hai (Hadees)
Kasraten sawal
Nabiyon se ikhtelaaf
Ilm hasil karne
Both A and B
Allah taala ____ cheezon ko pasand nahi karta?
Afwa (gossip)
Maal zaya karna
Zyada sawal karna
All of the above
Maa Baap agar, ghareeb ho to un par kharch karna _____ hai?
Sawaab
Optional
Farz
None of the above
Nabi( ﷺ ) ne farmaya, ki tum aur tumhara maal, tumhare ______ ka hai? (Hadees)
Maa
Baap
Aulad
Rishtedaar
Dadiyal aur naniyal me, ____ aur ____ ka haqq zyada hai?
Chacha aur Mama
Chacha aur Nana
Chacha aur Khaala
Khaal aur Dada
Halakat aur nuqsaan mai kon hai?
Jo maal ko jama karte
Jo maal kisi par kharch nahi karte
Jo maal Allah ki Raah mai kharch nahi karte
All the above
