Font size
WorksheetsISLAMIC CENTER QUIZ#2
Total questions: 10
Worksheet time: 10mins
Jis ne imaan ki halaat mein hazrat Mohammad saw ko dekha aur jin ki mout imaan par hui unhein kya kehte hain?
Wali
Tabi
Rasool
Sahabi
sahabi ka naam likhnay ya pardnay par kya kehna chahiye?
razi allah tala anhu
rahmatullah alaih
ale salam
janab
bachon mein sab se pehlay islam qubool karne walay sahabi ka naam kya hai?
Hazrat abu Hurera
Hazrat Ali
Hazrat abubakar siddique
hazrat hussain
Hazrat husan aur hazrat Hussain ke Waalid ka naam kya hai?
Hazrat abbu Ubaida ban jarah
Hazrat Umar Farooq
Hazrat Ali
Hazrat salman
Allah ke rasool Hazrat Mohammad ki shaan mein ashaar kehney walay sahabi ka naam kiya hai?
Hazrat abu Zar gaffari
Hazrat abdullah ban umar
Hazrat bilal
Hazrat Hisan
Madina ke rehne walay ashaab rasool kya kehlate they?
Mohajir
Ansar
Quraish
Ghiffari
Saif Allah kis sahabi ka laqab hai?
Hazrat Khalid ban Walid
Hazrat saad ban abi waqas
Hazrat Ubaida ban jarah
Hazrat abdullah ban abbas
Islam ke pehlay muezzin sahabi?
Hazrat salman
Hazrat bilal
Hazrat ayub ansari
Hazrat maaz ban jabal
Jin ashaab rasool ko zindagi mein jannat ki basharat di gayi un ki tadaad kitni hain?
15
4
9
10
Hazrat Hamza Allah ke rasool Hazrat Mohammad ke kon they?
chacha
mama
bhai
un mein se nahi
