Font size
WorksheetsISLAMIC QUIZ#3
Total questions: 10
Worksheet time: 10mins
Pyare nabi Hazrat mohammad (SWS) ki biwion ko kya kaha jata hai?
Ummahat ul momineen
Ashra mubashra
Ansar
Muhajreen
Umhaat al-momineen ke Matlab kya hotay hain?
Zaroorat mandoon ki maaen
Ghareebon ki maaen
Musalmanoon ki maaen
Mujahideen ki maaen
Khawateen mein sab se pehlay emaan laane wali khatoon kon theen?
Hazrat aisha
Hazrat khadija
Hazrat Hafsa
Hazrat fatima
Pyare nabi hazrat Mohammad(SWS) ki konsi biwi hain jo hazrat abubakar ki beti theen?
Hazrat aisha
Hazrat Hafsa
Hazrat khadija
Hazrat fatima
umm al-momineen Hazrat Aisha(R) ka laqab kya hain?
Tahira
Siddiqa
Tayyabah
Umm ul Masaqeen
Khatoon jannat kis Sahabiya ko kaha jata hai?
Hazrat Asma
Hazrat aisha
Hazrat fatima
Hazrat sumayya
Pyare nabi Hazrat Mohammad(SWS) par imaan laane ke nateejay mein sab se pehlay shaheed honay wali azeem khatoon ka naam kya hai?
Hazrat fatima
Hazrat Asma
Hazrat aisha
Hazrat Samyah
Un mein aik khatoon pyare nabi Hazrat Mohammad(SWS) ki beti nahi hain?
Hazrat Zainab
Hazrat asma
Hazrat umm e kulsum
Hazrat Fatima
Hazrat Hasan aur Hazrat Hussain Ki walida ka naam kya hai?
Hazrat fatima
Hazrat Asma
Hazrat aisha
Hazrat Sumayya
Durust Bayan panchaniye..sahaba karaam w sahabiyat ka uswah (zindagi) hamaray liye......
Qabil e taqleed hai
Qabil e amal hai
Qabil e pairwi hai
upar ke teeno
