WorksheetsHazrat umar ibn khattab r a
Total questions: 16
Worksheet time: 12mins
Hazrat umar r a ka laqab kya tha?
Farooq r a
Khattab
Hazrat umar ibn khattab kabila e banu ------ se talluq rakhte the.
Adi
Ali
Quraish
Hazrat umar r a padhna likhna jante the.
True
False
Aap ki wiladat kab huvi?
Waqiya e feel k 10 saal baad
Waqiya e feel k 15 saal baad
Waqiya e feel k 13 saal baad
Hazrat umar r a k liye ------- ne dua ki or vo qubool huvi.
Abu bakar siddiq r a
Rasool allah s a w
Hazrat umar r a ki quality konsi h
Bahaduri , dileri
Narmi, Kamzor dil
Mar ibn khattab r a ki behn ne aapko konsi surah padhne ko kaha Or padh kar vo imaan le aaye
Surah taha
Surah touba
Surah gashiya
Khana e kaba me sabse pehle islam ka naam kisne buland kiya?
Hazrat abu bakar siddiq r a
Hazrat umar ibn khattab r a
Hazrat umar r a k dour me ------- or -------- fatah huva.
Kaiser, kisra
Makka, madina
Hazrat umar r a ka pesha kya tha?
Unth charana
Tizarat
Aapki shaan me kitni hadeese hai?
50Se jayaed
23 se jayed
40 se jayed
Hazrat umar r a ne kon kon se nizam qayam kiye?
Jail khana
Tarawih ki namaz
Karz e hasna
Teeno
Saliheen k zikar me hazrat umar r a ko yaad krne ko kaha gya h
True
False
Hazrat umar r a ko kis haal me shaheed kiya gaya?
khutbah dete waqt
Namaz padhte waqt
Jung karte waqt
Hazrat umar r a ki wafat kis umar me huvi?
50 saal
63 saal
42 saal
Hazrat umar r a ko kahan dafan kiya gaya?
Makka
Madina
Kaisar
Kisra
