wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Muharram special class

Total questions: 10

Worksheet time: 5mins

Name
Class
Date
1.

Hurmat wale mahine ka matlab kya hai?

a)

Ehtaram wale mahine/Sacred

b)

Manhoos mahine

c)

Rozo/fasting ke mahine

2.

Shahrullah ka maana

a)

Nabi ka mahina

b)

Allah ka mahina

c)

Allah ka ghar

3.

Ashura kise kehte hai?

a)

11th of muharram

b)

10th of muharram

c)

9th of muharram

d)

10 th of zilhajj

4.

Hame yahood aur nasara ko copy nahi karna hai!

a)

True

b)

False

5.

Yahood aur nasara ki mukhalifat karne ke liye ___ roze raho

a)

9th and 10th muharram

b)

10th and 11th zillhajj

c)

Both A and B

d)

Only 9th muharram

6.

10th muharram ke din roza rehne ki fazeelat

a)

2 saal ke sunah maaf

b)

1 din ke gunah maaf

c)

2 din ke gunah maaf

d)

1 saal ke gunah maaf

7.

Aap SAW me matam karne walo par ____ farmai hai

a)

Khushkhabri

b)

Jahannum

c)

Laanat

8.

Shahadat, islam me ___ ki cheez hai

a)

Manhus

b)

Pride/faqar

c)

Laanat

9.

Pehli shahidah kaun hai?

a)

Bibi hajera r.a

b)

Bibi sumaiiyya r.a

c)

Bibi khadija r.a

10.

Muharram ka mahine me shadiya,nayi cheez ka aagaz etc nahi karna hai!!

a)

True,nahi karna hai

b)

False, aisa sonchna SHIRK hai