Wayground logo

Free Printable Worksheets

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Hindi, Lakh ki chudiya quiz

Total questions: 10

Worksheet time: 2mins

Name
Class
Date
1.

Badlu Mama ka vyavashay kya tha ?

a)

kumhar

b)

manihar

c)

lohar

d)

mochi

2.

Badlu Mama ko lekhak kya kahakar bulate the ?

a)

Mama

b)

Chacha

c)

Kaka

d)

Dada

3.

vastu -vinimay kya ?

a)

cheejo ke lein dein

b)

paise ke badle paisa

c)

majduri karana

d)

dil jeetna

4.

badhaee kise kahte hain?

a)

baans se tokari banane wale ko

b)

lohe ke samaan banane wale ko

c)

mitti ke samaan banane wale ko

d)

lakadi ke samaan banaane wale ko

5.

hastkaarigaron ki durdasha ke pramukh kaaran

a)

alasi hona

b)

mashino ka aana

c)

kaarigar ka na milna

d)

samaan na milna

6.

kasar nikalne ka arth likhiye

a)

badla lena

b)

gussa hona

c)

bahar nikalna

d)

chup rahena

7.

loha lagna ka arth likhiye

a)

ekdam kaam nahi karna

b)

kadi mehanat karna

c)

jang lagna

d)

bekaar ho jaana

8.

Badlu mama ka ghar shahar me tha (sahi ya galat likhye)

a)

galat

b)

sahi

9.

hath ka pariyavachi shabdh pahechanye

a)

hasth

b)

kar

c)

pani

d)

sabhi

10.

pashchat (vilom shabd pahanchaniye)

a)

kabhi nahi

b)

sach

c)

kal

d)

poorva