NEW
Font size
WorksheetsRBS_Flashquiz_Day#66
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Jinn'at ko risk(sustenance) ki zarurat hoti hai!
False
True
____ ke bina Jinn nuqsaan nahi pahuncha sakte
Matlab /maqsad
Allah ke izn
Zikr azkaar ke sath
All the above
Ifreet kaisa jinn hai?
Extremely evil/badmash/mazboot
Namaz me waswase dalne wala
Jungle me rehne wala
Jinn'at ka intellect/dimag kaisa hai
Chalak and powerful
Insano se zyada dimag
Kamzor/7-8 saal Baccho ki dimag ki tarah
No dimagh
Allah ke hukm se ,Jinn'at ____ nukhsan pahuncha sakte hai
Jismani nukhsan
Zehni nukhsaan
Roohani nukhsaan
All the above
Jinn'at ke aalam/world me bhi ambiya/Prophets ka nuzul hota hai!
True
False
_____ agar koi gali se guzarte toh shaitan udar nahi bhatakta
Abu sufiyan
Umar r.a
Abdullah bin ubaiyi
____ padhliye toh shaitan chahe kitna bhi mazboot ho , Hame wo nukhsan nahi pahuncha sakta
Auzubillah
Bismillah
Both A & B
Subhanallah
Surah baqara ki last 2 ayah ki fazeelat
Usko padhliya jaye toh insan ke liye kaafi ho jata hai
Shaitan kamzor hota hai
Padhne se jannat ka wada
Roz protection ke liye kya azkar karna chahiye
3 khul , ayatul kursi , Surah baqara last 2 ayahs subah sham
Apne aap ko musalsal zikr me rakhna through dua
Roz Surah baqara ki tilawat chahe thoda hi kyu na ho
All the above
