wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

J30_Flashquiz_Day#48

Total questions: 11

Worksheet time: 6mins

Name
Class
Date
1.

Surah Al-Falaq ki jodi ?

a)

Surah Ikhlas

b)

Surah An-Nasr

c)

Surah An-Naas

2.

Duniya ke nukhsanat/shurur ___ padhne se dur hote hai

a)

Surah Al falak

b)

Surah An naas

c)

Surah Ilkhlas

3.

Fazeelat of Mu'awwzatain

a)

Bahtareen panah maangne ka zariya

b)

Har musibat aur pareshani dur hoti hai

c)

Is se shifa ka zariya

d)

All the above

4.

Fala ka maana

a)

Tamam wo cheez jo phat kar nikalti hai

b)

Raat ka namudar hona

c)

Aasman

5.

Kisse panah maangna hai?

a)

Harr shar se

b)

Harr khair se

6.

Sharr ka indication ___ se hota hai

a)

Raat ka andhera

b)

Din ka ujala

c)

Taaro ka ujala

7.

____ hamare nekiyo ko aise khati hai jaise sukhi lakdi ko aag

a)

Hasad

b)

Chugli

c)

Jhoot

8.

Adam a.s ko iblees ne __ banakar waswase daalne laga

a)

Dost

b)

Dushman

c)

Shaitaan

9.

Khannas ka maana

a)

Aahista waswase daalne wala

b)

Baar baar palat kar ane wala

c)

Haqiqi maabud

10.

Shaitan ____ me waswase daalta hai

a)

Dil

b)

Seena

c)

Dimag

11.

Shaitan zyada ____ par hamla karta hai

a)

Gunahgaar

b)

Imaan se khali dil

c)

Imaan wala dil